SEARCH RESULTS
Showing search results for "दिलेर"
Ghazal MATCHES FOR "दिलेर"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shadiid vaar na dushman diler thaa 'mohsin'
mai.n apnii be-KHabarii se magar halaak hu.aa
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n gir gayaa huu.n to ab siine se utar aa.o
diler dushmano TuuTe makaa.n ko Dhaanaa kyaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
diler hai.n ki abhii dosto.n me.n baiThe hai.n
gharo.n ko jaate hu.e saa.e se bhii Darnaa hai
Iftikhar Naseem
Ghazal
tumhaare hijr kaa sadqa utaar phe.nktaa hai
diler shaKHs hai KHvaahish ko maar phe.nktaa hai
Ataul Hasan
Ghazal
ghabraa.e kyuu.n na kashmakash-e-naz.a se 'diler'
pahlaa ye ittifaaq use umr bhar me.n hai
Syed Ameer Hasan Marharvi Diler
Ghazal
in hasiino.n se itnaa kah do 'diler'
thaam le.n dil ham aah karte hai.n
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
akele shaKHs pe dushman diler hote hai.n
to saath me.n ko.ii qissa lagaa.e rahtaa huu.n
Suhail Ahmed Zaidi
Ghazal
'diler' apne to marg-e-Gair par bhii
nikal pa.Dte hai.n aa.nsuu chashm-e-tar se
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
andaaz kahii.n dekhaa hai mastaana kisii kaa
shaidaa hii hu.aa phir dil-e-diivaana kisii kaa
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
naza.a me.n bhii 'diler' aa.e na vo
rah gayaa dil me.n hausla dil kaa
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
dard-e-firaaq me.n dil-e-sad-chaak ko mire
taar-e-nigaah-e-yaar hai bahr-e-rafuu pasand
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
jis ke kahne me.n dil ho vo hii diler
us pe qaabuu nahii.n to phir kyaa hai
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
hotaa nahii.n hai eid ko bhii Gam Galat 'diler'
yaaraan-e-raftagaa.n kaa banaa sogvaar dil
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
ham un ke bas me.n hai.n qaabuu me.n the jo apnii 'diler'
ye bebasii na kisii ko ho iKHtiyaar ke baad
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
jaur-o-jafaa me.n yaar bahut ho gayaa diler
karte to kii pa raas na aa.ii vafaa mujhe