SEARCH RESULTS
Showing search results for "नज़र-ए-होश-रुबा"
Ghazal MATCHES FOR "नज़र-ए-होश-रुबा"
Ghazal
diivaana kiyaa saaqi-e-mahfil ne sabhii ko
ko.ii na bachaa us nazar-e-hosh-rubaa se
Hasrat Mohani
Ghazal
baab-e-tilism-e-hosh-rubaa mil gayaa mujhe
mai.n KHud ko Dhuu.nDtaa thaa KHudaa mil gayaa mujhe
Muzaffar Hanfi
Ghazal
jalva-e-hosh-rubaa ko.ii dikhaayaa jaa.e
'aalam-e-shauq ko diivaana banaayaa jaa.e
Charkh Chinioti
Ghazal
tilism-e-hosh-rubaa me.n pata.ng u.Dtii hai
kisii aqab kii havaa me.n pata.ng u.Dtii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
ik ajab kaifiyat-e-hosh-rubaa taarii thii
qarya-e-jaa.n me.n kisii jashn kii tayyaarii thii
Sarwar Arman
Ghazal
gar mere but-e-hosh-rubaa ko nahii.n dekhaa
us dekhne vaale ne KHudaa ko nahii.n dekhaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
tilism-e-hosh-rubaa hai kamaal rakhtaa hai
badan se ishq na karnaa zavaal rakhtaa hai
Aarif Akhtar Naqvi
Ghazal
hai jo KHaamosh but-e-hosh-rubaa mere baad
gul khilaa.egaa ko.ii aur nayaa mere baad
Fazal Husain Sabir
Ghazal
jaam to jaam mai-e-hosh-rubaa bhii badlii
saath hii rindo.n ke piine kii adaa bhii badlii
Ajiz Matvi
Ghazal
daaruu-e-hosh-rubaa nargis-e-biimaar to ho
ab inaa.n-giir-KHirad gesuu-e-KHamdaar to ho
Akhtar Orenvi
Ghazal
jaan ye kah ke but-e-hosh-rubaa ne le lii
ko.ii puuchhe to ye kahnaa ki KHudaa ne le lii
Muztar Khairabadi
Ghazal
Shadan Indauri
Ghazal
ye tiir hosh-rubaa hai magar kamaan nahii.n
zamiin dhoke me.n rakkhegii aasmaan nahii.n
Aziz Akhtar
Ghazal
kis Gash pe tumhe.n naaz hai ai hazrat-e-muusaa
un kii nigah-e-hosh-rubaa ko nahii.n dekhaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
chuumtaa haath mai.n saaqii ke adab maane thaa
le liyaa jaam-e-mai-e-hosh-rubaa kaa bosa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
vo shor thaa mahfil me.n ki chillaa uThaa 'vaa.iz'
ik jaam-e-mai-e-hosh-rubaa chaahiye mujh ko
Arsh Siddiqui
Ghazal
karam-e-yaar se maayuus na ho ai 'muztar'
iltifaat-e-nigah-e-hosh-rubaa hai to sahii
Ram Krishn Muztar
Ghazal
saaqii ne jo zaahid ko zaraa aa.nkh dikhaa.ii
be-KHud hu.e ik jaam-e-mai-e-hosh-rubaa me.n