SEARCH RESULTS
Showing search results for "पल्ला"
Ghazal MATCHES FOR "पल्ला"
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
rashk aa.e na kyuu.n mujh ko ki tuu dekh zar-o-siim
rakhtaa hai qadam palla-e-KHurshiid-o-qamar me.n
Shah Naseer
Ghazal
tol lete hai.n sadaa nazro.n me.n jins-e-husn ko
palla-e-miizaa.n mirii ai yaar aa.nkhe.n ho ga.ii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
jin ke aivaan the ham-palla-e-qasr-e-qaisar
un kii miltaa nahii.n qabro.n kaa Thikaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
insaaf kii taraazuu me.n taulaa ayaa.n hu.aa
yuusuf se tere husn kaa palla giraa.n hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
naa-tavaa.n merii tarah se hai jo ishq-e-husn se
koh se bhaarii taraazuu me.n ho palla kaah kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ham-palla hu.e us se na chhoTe na ba.De phuul
aa.nkho.n me.n tulaa yaar taraazuu me.n pa.De phuul
Imdad Ali Bahr
Ghazal
vaa.iz bhii hai.n vo zaat-e-giraamii ki al-hazar
ham-pallaa jin kaa dahr me.n shaitaa.n na ho sakaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
ham-palla hu.e yaar kii afshaa.n se na 'raunaq'
chamkii to bahut kuchh sifat-e-mahr-e-mubii.n dhuup
Raunaq Tonkvi
Ghazal
kyuu.n KHush na ho til baiTh ke miizaan-e-falak me.n
mauzuun-e-qad-e-yaar kaa pallaa nazar aayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
KHurshiid aasmaa.n pe rahaa tuu zamii.n pe hai
miizaan-e-husn me.n tiraa palla giraa.n rahaa
Shola Aligarhi
Ghazal
aisaa aashob-e-tavaazun thaa ki patthar saare
khe.nch kar palla-e-miizaan me.n rakh chho.De hai.n
Afzaal Naveed
Ghazal
mujh giraa.n-baar ke mahshar me.n tule.n jab a.amaal
na subuk kiijiyo ai palla-e-miizaa.n mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Radhe Shiyam Rastogi Ahqar
Ghazal
ham-mashrab-o-ham-palla ka.ii hote hai.n ham-raah
Gam aataa hai jis ghar me.n akelaa nahii.n aataa
Moeen Kausar
Ghazal
rahtaa hai yuu.n baraabar biim-o-rajaa kaa palla
pyaarii ha.nsii labo.n par qaatil shikan jabii.n par