SEARCH RESULTS
Showing search results for "पस्तियाँ"
Ghazal MATCHES FOR "पस्तियाँ"
Ghazal
samjhaa ke pastiyaa.n mire auj-e-kamaal kii
apnii bulandiyaa.n vo dikhaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
Matin Niazi
Ghazal
Moazzam Azm
Ghazal
mai.n aasmaan pe pahu.nchaa to la.Dkha.Daane lagaa
bulandiyo.n me.n ajab pastiyaa.n nikal aa.ii.n
Liaqat Jafri
Ghazal
pastiyaa.n teraa muqaddar ban ga.ii hai.n aaj-kal
ye sazaa hai merii nazro.n se utar jaane ke ba.ad
Mazhar Abbas
Ghazal
Zulfiqar Zaki
Ghazal
varaq varaq bulandiyo.n ko chhuu rahii hai.n pastiyaa.n
ye zindagii sahiifa-e-amal kaa iqtibaas hai
Hayat Warsi
Ghazal
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
vo pastiyaa.n isii insaan kaa muqaddar hai.n
bulandiyo.n se farishte jahaa.n utarte hai.n
Hayat Lakhnavi
Ghazal
kabhii KHaak kii rif'ato.n par nazar hai
kabhii charKH kii pastiyaa.n dekhtaa huu.n
Hirman Khairabadi
Ghazal
bulandiyaa.n bhii miraa jism pastiyaa.n bhii badan
na jaane kaise maqaamaat le ke aayaa huu.n
Naseer Parwaz
Ghazal
qubuul hotii.n agar pastiyaa.n mujhe 'kaazim'
ye aasmaan-e-masaa.il na TuuTtaa mujh par
Kazim Jarwali
Ghazal
is baar pastiyaa.n bhii mayassar na aa.e.ngii
shal ho ga.e jo baal-o-par uu.nchii u.Daan me.n
Rafique Khayal
Ghazal
Farooq Argali
Ghazal
Azmul Hasnain Azmi
Ghazal
kaisaa afsos maatam ho kis baat kaa
phir vahii pastiyaa.n aur paspaa.iyaa.n
Abdur Rahim Nashtar
Ghazal
mirii parvaaz thii 'shaahid' falak par
zamii.n kii pastiyaa.n mai.n dekhtaa kyaa