SEARCH RESULTS
Showing search results for "पुर-नम"
Ghazal MATCHES FOR "पुर-नम"
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
kuchh to mil jaa.e kahii.n diida-e-pur-nam ke sivaa
aa.nkh se Tapke vahii girya-e-maatam ke sivaa
Arshad Kamal
Ghazal
chashm-e-pur-nam abhii marhuun-e-asar ho na sakii
zindagii KHaak-nashiino.n kii basar ho na sakii
Hanif Fauq
Ghazal
jo terii aa.nkh hai pur-nam yahii mohabbat hai
ki tujh ko hai jo miraa Gam yahii mohabbat hai
Kashif Rafiq
Ghazal
tire KHayaal se phir aa.nkh merii pur-nam hai
ki Gam ziyaada hai aur hausla miraa kam hai
Arshad Lateef
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
dil ko ranjiida karo aa.nkh ko pur-nam kar lo
marne vaale kaa ko.ii der to maatam kar lo
Zubair Rizvi
Ghazal
aa.nkh shaa.ir kii ho pur-nam to Gazal hotii hai
yaad-e-jaanaa.n kaa ho aalam to Gazal hotii hai
Shabbir Kanpuri
Ghazal
labo.n pe hai jo tabassum to aa.nkh pur-nam hai
shu.uur-e-Gam kaa ye aalam ajiib aalam hai
Makhmoor Saeedi
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
detaa huu.n tum ko KHushki-e-mizhgaa.n kii mai.n du.aa
matlab ye hai ki daaman-e-pur-nam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
kis kaam ke hai.n be-asarii se agarche hai.n
aah-o-fuGaan-o-diida-e-pur-nam ye sab nahii.n
Waliullah Muhib
Ghazal
mahaktii rahe.ngii sitaaro.n kii fasle.n
agar mausam-e-chashm-e-pur-nam na badle
Shabbir Kanpuri
Ghazal
fareb-KHurda tabassum KHariidne ke liye
vaqaar-e-diida-e-pur-nam faroKHt hotaa hai