SEARCH RESULTS
Showing search results for "फलदार"
Ghazal MATCHES FOR "फलदार"
Ghazal
samjho vahaa.n phaldaar shajar ko.ii nahii.n hai
vo sahn ki jis me.n ko.ii patthar nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
Rakib Mukhtar
Ghazal
jitnaa hai samar jis pe vo utnaa hai KHamiida
phaldaar daraKHto.n kii tabii.at hii alag hai
Iftikhar Raghib
Ghazal
phaldaar thaa to gaa.nv use puujtaa rahaa
suukhaa to qatl ho gayaa vo be-zabaa.n daraKHt
Parveen Kumar Ashk
Ghazal
bhuuke na bhaTakte phir din raat parinde ye
jo in ko shajar ko.ii phaldaar milaa hotaa
Seema Sharma Meeruthi
Ghazal
khaa ke patthar bhii jo muskaan bikhere har-suu
baaG-e-aalam kaa vo phaldaar shajar ho jaa.e
darvesh bharti
Ghazal
baa.njh pe.Do.n ko na kaaTegaa ko.ii dast-e-ajal
mai.n ki phaldaar huu.n nuqsaan me.n rah jaa.uu.ngaa
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
mere haal se duniyaa kaa andaaza kar lo
mai.n phaldaar shajar kaa ik piilaa pattaa huu.n
Khaleel Rampuri
Ghazal
are phaldaar daraKHto.n pe bhii un kaa haq hai
dekh shaaKHo.n se parindo.n ko u.Daa mat denaa
Rashid Arfi
Ghazal
ai mire aa.ngan ke saa.e ai mire phaldaar pe.D
terii qismat me.n hai ab patthar hii patthar dekhnaa
Saeed Akhtar
Ghazal
aadhaa paanii ho gha.De me.n to chhalaktaa hai bahut
jhuk hii jaataa hai jo phaldaar shajar hotaa hai
Parvez Anjum
Ghazal
us ke phaldaar daraKHto.n pe na patthar phe.nko
ye mire ghar kii nahii.n dard kii a.ngnaa.ii hai
Ashfaq Husain
Ghazal
sabhii kaa ek saa kirdaar ho nahii.n saktaa
har ek pe.D to phaldaar ho nahii.n saktaa
Ishaq Asar
Ghazal
ko.ii patthar hii kisii samt se aayaa hotaa
pe.D phaldaar mai.n ik raahguzar kaa hotaa
Raj Narayan Raaz
Ghazal
Manzar Ayubi
Ghazal
lagte hai.n phaldaar shajar par shaayad saa.np
kheto.n me.n ab shaayad patthar ugte hai.n