SEARCH RESULTS
Showing search results for "बड़ाई"
Ghazal MATCHES FOR "बड़ाई"
Ghazal
'daaG' ko mehr kahaa ashk ko dariyaa ham ne
aur phir karte hai.n chhoTo.n kii ba.Daa.ii kyuu.nkar
Dagh Dehlvi
Ghazal
KHvaahish hai ba.Daa.ii kii to andar se ba.Daa ban
kar zehn kii bhii nashv-o-numaa qad se ziyaada
Iqbal Sajid
Ghazal
dekh chhoTo.n ko hai allaah ba.Daa.ii detaa
aasmaa.n aa.nkh ke til me.n hai dikhaa.ii detaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
is tarah karte hai.n kuchh log ba.Daa.ii us kii
KHalq us kii hai KHudaa us kaa KHudaa.ii us kii
Javed Shaheen
Ghazal
Afzal Allahabadi
Ghazal
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
nau-e-insaa.n kii ba.Daa.ii kaa taqaazaa hai yahii
ra.ng aur nasl ko me.aar na samjhaa jaa.e
Jameel Yusuf
Ghazal
Nadeem Fazli
Ghazal
tho.Daa saa mere haal pe farmaa kar iltifaat
karte rahe vo apnii ba.Daa.ii tamaam shab
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
lekin ba.Daa.ii kaa ko.ii ehsaas kab rahaa
chakkar thaa duniyaa-daarii kaa chakkar me.n aa gayaa
Afzaal Naveed
Ghazal
me.aar aaj-kal to ba.Daa.ii kaa hai yahii
apnii har ek baat ko tuu ishtihaar kar
Quaiser Khalid
Ghazal
vo samundar kii ba.Daa.ii se hai mar.uub ki vo
tishna-lab ban ke rahaa hai na samundar me.n kabhii
Hakeem Manzoor
Ghazal
fan ke liye dil apnaa lahuu us ne kiyaa hai
be-vaj.h kisii ko vo ba.Daa.ii nahii.n detaa
Zameer Yusuf
Ghazal
tasliim karuu.n kaise bhalaa us kii ba.Daa.ii
'taabish' to hu.aa hai abhii paidaa mire aage
Tabish Raihan
Ghazal
le ko.ii shaan kii to bas itnaa kiyaa karo
jis se ko.ii ba.Daa.ii sunii aazmaa liyaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
qad par nahii.n mauquuf yahaa.n dil kii ba.Daa.ii
chhoTaa to vo lagtaa hai magar dil kaa ba.Daa hai