SEARCH RESULTS
Showing search results for "बरात"
Ghazal MATCHES FOR "बरात"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hai sang par baraat-e-ma.aash-e-junuun-e-ishq
ya.anii hunuuz minnat-e-tiflaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
bhaTak rahii hai a.ndhere me.n zindagii kii baraat
ko.ii charaaG sar-e-rahguzar jalaataa jaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
lahuu me.n aa.egaa tuufaan-e-tund raat-ba-raat
karegii mauj-e-balaa-KHez paara-paara mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
haatho.n me.n thaa ik haath abhii kal kii baat hai
jannat thii kaa.enaat abhii kal kii baat hai
Ehtisham Bachhrayuni
Ghazal
duulhaa kii ye baraat hai rasme.n adaa karo
dar par janaaza aayaa hai ik jaa.n-nisaar kaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ye dhuum-dhaam rahii sub.h tak ahaa-haa-haa
kisii kii utrii hai jaise baraat koThe par
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
din ho ki ho vo raat abhii kal kii baat hai
hotii thii un se baat abhii kal kii baat hai
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
har ek baat tirii be-sabaat kitnii hai
palaTnaa baat ko dam bhar me.n baat kitnii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
aavaaz-e-suur sun ke kahaa dil ne qabr me.n
kis kii baraat aa.ii ye baajaa kidhar bajaa
Ameer Minai
Ghazal
der tak Thahrii rahii palko.n pe yaado.n kii baraat
nii.nd aa.ii to ka.ii KHvaab suhaane aa.e
Hosh Jaunpuri
Ghazal
jashn-e-hayaat ho chukaa jashn-e-mamaat aur hai
ek baraat aa chukii ek baraat aur hai