SEARCH RESULTS
Showing search results for "बहर-ए-फ़ना"
Ghazal MATCHES FOR "बहर-ए-फ़ना"
Ghazal
aataa nahii.n hai saahil-e-bahr-e-fanaa nazar
kyaa jaane.n paar hote hai.n kis ke sahaare log
Haqeer
Ghazal
be-nishaa.n bahr-e-fanaa khii.nchtaa hai
be-karaa.n chaltaa chalaa jaataa huu.n
Hassaan Haider
Ghazal
aashnaa dost nahii.n bahr-e-fanaa ai mun.im
chashma-e-faiz hai daulat ise jaarii rakhnaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
vaaste jis ke hu.e bahr-e-fanaa ke aashnaa
vo pasiijaa bhii na apnii jaa.n-fishaanii dekh kar
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
vo bahr-e-fanaa me.n KHud Duubaa hai to achchhaa hai
filhaal 'zafar' us ko Garqaab hii rahne do
Zafar Hameedi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
aa.nkh se dekhogii vo kuchh aabruu ko ro.ogii
jhaa.nk-taak achchhii nahii.n ai 'bahr' ye lapkaa buraa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
tuu kuchh to mire zabt-e-mohabbat kaa sila de
ha.ngaam-e-fanaa diida-e-pur-nam kii tarah aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
us ko paanaa hai to kashtii se kinaaraa kar le
Duub kar bahr-e-mohabbat kaa kinaaraa ho jaa
Fana bulandshahri
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
ek jalva to bhalaa aur bhii vaqt-e-ruKHsat
bahr-e-gul baad-e-bahaarii ko.ii jho.nkaa ulTaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
bahr-e-KHudaa na chhe.Diye yuusuf kaa vaaqi.a
be-aabruu hu.aa na ko.ii is qadar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ai 'ka.nval' mujh pe unho.n ne bhii karam farmaayaa
vo bhii ab bahr-e-ayaadat mire ghar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
hai iztiraab faaqe me.n uTh baiTh bahr-e-quut
zaahid kujaa o roza kujaa o kujaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
bahr-e-Gam me.n kisii kaa sahaaraa nahii.n
ye ko.ii aasmaa.n kaa sitaaraa nahii.n