SEARCH RESULTS
Showing search results for "बिस्तर"
Ghazal MATCHES FOR "बिस्तर"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
mai.n bistar-e-KHayaal pe leTaa huu.n us ke paas
sub.h-e-azal se ko.ii taqaazaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
is KHvaab ke maahaul me.n be-KHvaab hai.n aa.nkhe.n
jab nii.nd bahut aa.egii bistar na milegaa
Bashir Badr
Ghazal
nii.nd to dard ke bistar pe bhii aa saktii hai
un kii aaGosh me.n sar ho ye zaruurii to nahii.n
Khamosh Ghazipuri
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Azhar Iqbal
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ye kyaa ki roz vahii chaa.ndnii kaa bistar ho
kabhii to dhuup kii chaadar bichhaa ke so lete
Bashir Badr
Ghazal
jab tuu shaam ko ghar jaa.e to pa.Dh lenaa
tere bistar par ik chiTThii chho.Dii hai
Ziya Mazkoor
Ghazal
silvaTe.n chiiKHtii rahtii hai.n mire bistar kii
karvaTo.n me.n hii mirii raat kaTaa kartii hai
Abbas Qamar
Ghazal
muddate.n biit ga.ii.n KHvaab suhaanaa dekhe
jaagtaa rahtaa hai har nii.nd me.n bistar meraa
Nida Fazli
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
saKHt bedard hai taasiir-e-mohabbat ki unhe.n
bistar-e-naaz pe sote se jagaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
thakan ko o.Dh ke bistar me.n jaa ke leT ga.e
ham apnii qabr-e-muqarrar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
chaadar vo diijiyo use jis par shikan na aa.e
jis par shikan na aa.e vo bistar na diijiyo
Jawad Sheikh
Ghazal
pahluu me.n hai jo mere kahii.n aur hai vo shaKHs
ya.anii vafaa-e-ahd kaa bistar bhii kuchh nahii.n