SEARCH RESULTS
Showing search results for "बुलाना"
Ghazal MATCHES FOR "बुलाना"
Ghazal
dopahar kii dhuup me.n mere bulaane ke liye
vo tiraa koThe pe na.nge paa.nv aanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
kyaa din the mujhe shauq se mehmaan bulaanaa
aur KHud ko magar KHidmat-e-mehmaan me.n rakhnaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
terii mahfil ke liye baa.is-e-barkat hogaa
naa-muraadaan-e-mohabbat ko bulaanaa mire dost
Taimur Hasan
Ghazal
bulaanaa hii nahii.n pa.Dtaa hai 'amabar'
ye Gam apnaa Thikaana jaante hai.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
jaanaa tirii fitrat hai bulaanaa mirii qismat
to aa ke chale jaane kaa aadii hai chalaa jaa
Shozeb Kashir
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
tamaam bazm KHafaa hai magar na jaane kyuu.n
mushaa.ire me.n 'shafaq' ko bulaanaa pa.Dtaa hai
Aziz Ahmad Khan Shafaq
Ghazal
KHud-numaa.ii hame.n manzuur nahii.n hai hargiz
aise qad apnaa ba.Dhaanaa bhii nahii.n chaahte ham
Meena Naqvi
Ghazal
mire mizaaj me.n be-maa'nii uljhane.n hai.n bahut
mujhe udhar se bulaanaa jidhar na jaa.uu.n mai.n
Nida Fazli
Ghazal
aavaaz de ke KHud ko bulaanaa pa.Daa mujhe
apnii madad ko aap hii aanaa pa.Daa mujhe
muneer saifi
Ghazal
bahaar ab na.e gul khilaane lagii hai
KHizaa.n ko chaman me.n bulaanaa pa.Degaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
mai.n barf-zaada kab se ajab zid pe huu.n a.Daa
suuraj ko apne paas bulaanaa mujhe bhii hai
Bilqees Khan
Ghazal
mahfil-e-aish se gar haz ho uThaanaa ai dost
ham se aazurda-dilo.n ko na bulaanaa hargiz