SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-क़रार"
Ghazal MATCHES FOR "बे-क़रार"
Ghazal
naa-aashnaa-e-dard-e-dil-e-be-qaraar log
kyaa jaane.n aabruu-e-Gam-e-intizaar log
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
shariik-e-haal-e-dil-e-be-qaraar aaj bhii hai
kisii kii yaad mirii Gam-gusaar aaj bhii hai
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
us ne likhaa hai bahr-ayaadat kal aa.e.nge
jiine bhii degaa mujh ko dil-e-be-qaraar aaj
Aasi Aarwi
Ghazal
jhukii jhukii sii nazar be-qaraar hai ki nahii.n
dabaa dabaa saa sahii dil me.n pyaar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
yahii nahii.n ki vo be-taab-o-be-qaraar gayaa
mirii rago.n me.n jo ik zahr saa utaar gayaa
Mushfiq Khwaja
Ghazal
be-qaraar vo bhii hai.n be-qaraar mai.n bhii huu.n
hoshiyaar vo bhii hai.n hoshiyaar mai.n bhii huu.n
Shubham Kashyap
Ghazal
qaraar tujh ko dil-e-be-qaraar aa jaa.e
ta.Dap kuchh aise ki zaalim ko pyaar aa jaa.e
Nazeer Ansari
Ghazal
afsaana likh rahii huu.n dil-e-be-qaraar kaa
aa.nkho.n me.n rang bhar ke tire intizaar kaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
abruu kaa vaar aur dil-e-be-qaraar par
kyo.n rakh liyaa Gariib ko KHanjar kii dhaar par
Barq Dehlvi
Ghazal
luuTaa sukuun meraa dil-e-be-qaraar ne
mujh ko KHizaa.n banaa diyaa merii bahaar ne
Munaf Khan muztar
Ghazal
muddat se aarzuu hai dil-e-be-qaraar me.n
kuchh to kamii ho talKHii-e-lail-o-nahaar me.n
Malik Tase
Ghazal
kis ko sunaa.uu.n haal dil-e-be-qaraar kaa
miltaa nahii.n hai ko.ii bashar e.atibaar kaa
Khurshid Khawar Amrohvi
Ghazal
Varis Kirmani
Ghazal
tevar hai.n kuchh 'ajiib dil-e-be-qaraar ke
mai.n kitnaa mutma.in huu.n kisii ko pukaar ke