SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-नंग-ओ-नाम"
Ghazal MATCHES FOR "बे-नंग-ओ-नाम"
Ghazal
lo vo bhii kahte hai.n ki ye be-na.ng-o-naam hai
ye jaantaa agar to luTaataa na ghar ko mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ai vaqt Dar hai tere KHudaa.o.n ko bas yahii
be-na.ng-o-naam hai.n jo baraabar bhii aa.e.nge
Quaiser Khalid
Ghazal
sikka thaa bazm-e-dahr me.n jin kaa kabhii ravaa.n
be-nang-o-naam ho.nge kahii.n aaj-kal pa.De
Sahar Premi
Ghazal
tumhaare ishq me.n ham na.ng-o-naam bhuul ga.e
jahaa.n me.n kaam the jitne tamaam bhuul ga.e
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
tark kar apne na.ng-o-naam ko ham
jaate hai.n vaa.n faqat salaam ko ham
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
mujh ko nishaan-e-saltanat-e-be-nishaan de
duniyaa-e-naam-o-na.ng ko be-na.ng-o-naam kar
Rasheed Qaisrani
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
in.aam-e-na.ng-o-naam mire kaam ke nahii.n
majzuub huu.n so merii sataa.ish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
kashmakash-e-na.ng-o-naam dahr me.n jiinaa haraam
naam kii ye jiit haar dekhiye kab tak rahe
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
shaa'irii hii vaj.h-e-na.ng-o-naam hai mere liye
aur jo kuchh hai vo sab ilzaam hai mere liye
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
ham sar-phire bhii KHuub the ai 'dil' ki ishq me.n
naamuus-o-na.ng-o-naam bhii qurbaan kar ga.e
Dil Ayubi
Ghazal
Mehdi Machli Shahri
Ghazal
aa.iina-vaar KHush hai.n bahut be-libaasiyaa.n
jaise ki nang-o-naam kii chaadar bhii kuchh nahii.n