SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-नसीब"
Ghazal MATCHES FOR "बे-नसीब"
Ghazal
iid ke din rovtaa hai hijr sii.n ramzaan ke
be-nasiib us shaiKH kii dekho ajab fahmiid hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
dekhii na marte marte bhii suurat habiib kii
qismat to dekhnaa ko.ii is be-nasiib kii
Miir Sher Ali Afsos
Ghazal
KHabar bhii ab tirii ham ko nasiib hotii nahii.n
vo be-nasiib lakiire.n jabii.n kii khotii nahii.n
Rohit Gaur Ruuh
Ghazal
o be-nasiib din ke tasavvur se KHush na ho
cholaa badal liyaa hai shab-e-intizaar ne
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ab ek umar se guft-o-shuniid bhii to nahii.n
hai.n be-nasiib mire kaan be-navaa mire lab
Ahmad Mushtaq
Ghazal
jo terii yaad kii daulat se be-nasiib rahe
vo lamhe ziist ke naa-mo'tabar se guzre hai.n
Maikash Badayuni
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
na bhuul zohd pe lazzat se baKHshish-e-haq kii
vo be-nasiib hai jab tak gunaahgaar na ho
Aish Dehlvi
Ghazal
kahaa.n hai.n ahl-e-bahaar aur kahaa.n hai daavat-e-gul
ki be-nasiib gul-o-gulsitaa.n se ruuTh ga.e
Khurshidul islam
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
Baldev Raaj
Ghazal
ab tak shikaayate.n hai.n dil-e-bad-nasiib se
ik din kisii ko dekh liyaa thaa qariib se
Shakeel Badayuni
Ghazal
bad-nasiib banjaara us zamii.n kaa baasii hai
jo zamiin ulfat kii muddato.n se pyaasii hai
Hairat Allahabadi
Ghazal
bad-nasiib banjaara us zamii.n kaa baasii hai
jo zamiin ulfat kii muddato.n se pyaasii hai
Hairat Allahabadi
Ghazal
bad-baKHt bad-nasiib bure log hai.n yahaa.n
sach baat hai adiib bure log hai.n yahaa.n
Asghar Jurat
Ghazal
kuchh aur dil-lagii nahii.n us bad-nasiib se
ham jaante hai.n khelte ho tum raqiib se
Dagh Dehlvi
Ghazal
parda kis amr kaa hai ab is bad-nasiib se
kahiye to baat raat kii kah duu.n raqiib se
Riyaz Khairabadi
Ghazal
aashiq to bad-nasiib hai is me.n kalaam kyaa
rakkhaa hai tuu ne ye to bataa apnaa naam kyaa