SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-पर"
Ghazal MATCHES FOR "बे-पर"
Ghazal
parvaaziyo.n kii sharh nazar tak na kar sakii
lekin KHayaal-e-taa.ir-e-be-par kahaa gayaa
Jumbish Khairabadi
Ghazal
mai.n huu.n aur merii be-par-o-baalii
dil hai aur dil kii jur.at-e-parvaaz
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
amrit-buu.nd aasmaan se Tapkaa paanii
garm tave par ek parinda-e-be-par pyaas
Krishna Kumar Toor
Ghazal
ab kii sayyaad ne turfa sitam iijaad kiyaa
be-par-o-baal samajh kar hame.n aazaad kiyaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
log samjhaa kiye mausam hii nahii.n u.Dne kaa
us kii uzlat kaa sabab be-par-o-baalii niklaa
Gulzar Bukhari
Ghazal
dekh le be-par-o-baalii pe bhii parvaaz mirii
itnaa kah de ki gulistaa.n me.n bahaar aa.ii hai
Vahshi Kanpuri
Ghazal
kaam aatii hai parindo.n kii asiirii ke liye
haq me.n sayyaad ke ye be-par-o-baalii hu.ii hai