SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-बर्ग"
Ghazal MATCHES FOR "बे-बर्ग"
Ghazal
rang laayaa miraa be-barg-o-navaa ho jaanaa
itnaa aasaan na thaa us kaa KHudaa ho jaanaa
Shaz Tamkanat
Ghazal
be-barg-o-baar raah me.n suukhe daraKHt the
manzil tah-e-qadam hu.ii ham tez-baKHt the
Zaheer Siddiqui
Ghazal
be-barg-o-samar ho to shajar kaise kahuu.ngaa
phir dasht ko dariyaa kaa safar kaise kahuu.ngaa
Rashid Fazli
Ghazal
badan-dariida-o-be-barg-o-baar honaa bhii
mire hii vaaste phir sharmsaar honaa bhii
Shah Husain Nahri
Ghazal
naKHl-e-umiid-o-aarzuu be-barg-o-baar hai
naakaamii-e-hayaat pe dil sharmsaar hai
Raj Kumar Soori Nadeem
Ghazal
in pattharo.n ke saa.e me.n ruknaa fuzuul hai
be-barg-o-be-samar hai.n ye kohsaar dekhnaa
Imtiyaz Saghar
Ghazal
kasiilii dhuup kii shiddat ko bhii nazar me.n rakho
kisii daraKHt ko be-barg-o-baar karte hu.e
Sultan Nizami
Ghazal
kuchh aisii aag lagii hai mire gulistaa.n me.n
yahaa.n shajar ko.ii be-barg-o-baar bhii to nahii.n
Arsh Malsiyani
Ghazal
tujh se milne ke sivaa saarii du.aa.e.n gulshan
ik yahii shaaKH hai be-barg-o-samar sadiyo.n se
Faheem Jogapuri
Ghazal
hu.ii jo sub.h to be-barg-o-baar the ashjaar
tamaam raat havaa kaa ajiib rang rahaa