SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-वज़्न"
Ghazal MATCHES FOR "बे-वज़्न"
Ghazal
sakta qubuul qaafiya paimaa.ii ko nahii.n
be-vazn honaa mat ki taraazuu Gazal me.n hai
Badr Mohammadi
Ghazal
siina-e-mohabbat me.n dard jab nahii.n hotaa
saaz be-sure ho.nge she'r be-vazan hogaa
Abida Karamat
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
be-vaj.h tahaffuz kii zaruurat bhii nahii.n hai
aisii mire andar ko.ii aurat bhii nahii.n hai
Shabnam Shakeel
Ghazal
be-vatan huu.n vatan me.n aakar bhii
jal rahaa huu.n chaman me.n aakar bhii
Haatif Aarifi Fatehpuri
Ghazal
be-vajah aap hame.n kaash na yuu.n Thukraate
aazmaa lete yaa dastuur badalte jaate
Jatinder Vir Yakhmi jayaveer
Ghazal
aaj diivaane ko be-vaj.h sataayaa jaa.e
phuul taaza ko.ii baalo.n me.n lagaayaa jaa.e
Sarwar nepali
Ghazal
kirdaar teraa dost mire baa-vazuu rahe
mushkil ko.ii bhii chaahe tere ruu-ba-ruu rahe
Sohil Barelvi
Ghazal
umr be-vaj.h guzaare bhii nahii.n jaa sakte
itne zinda hai.n ki maare bhii nahii.n jaa sakte
Farhat Ehsas
Ghazal
be-vaj.h zulm sahne kii aadat nahii.n rahii
ab ham ko dushmano.n kii zaruurat nahii.n rahii
Salman Akhtar
Ghazal
abr be-vaj.h nahii.n dasht ke uupar aa.e
ik du.aa aur ki baarish kii du.aa bar aa.e
Mukhtar Javed
Ghazal
maza gunaah kaa jab thaa ki baa-vazuu karte
buto.n ko sajda bhii karte to qibla-ruu karte
Yagana Changezi
Ghazal
be-vaj.h na.ii.n hai aa.ina har baar dekhnaa
ko.ii dam ko phuultaa hai ye gulzaar dekhnaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
umr be-vaj.h na be-rabt guzaarii jaa.e
aa.ina dekh ke tasviir utaarii jaa.e