SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-हयाई"
Ghazal MATCHES FOR "बे-हयाई"
Ghazal
is daur-e-be-hayaa.ii me.n kuchh boltaa nahii.n
us shaKHs me.n janaab sharaafat abhii bhii hai
Manzar Hashmi
Ghazal
Shamim Karhani
Ghazal
havas me.n zar kii itnii be-hayaa.ii
namak roTii me.n kyaa raahat nahii.n hai
Naushad Munis Aazmi
Ghazal
dhokaa fareb nafrat har gaam be-hayaa.ii
bezaar dil hai meraa maalik tire jahaa.n se
Ayyub Aadil
Ghazal
naa-chaar iKHtiyaar kiyaa sheva-e-raqiib
kuchh be-hayaa.ii KHuub hai.n guzre hayaa se ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
Natiq Gulavthi
Ghazal
saarii duniyaa Dhal rahii hai maGribii tahziib me.n
be-hayaa.ii ab mirii poshaak ho jaa.egii kyaa
Raza Mauranvi
Ghazal
be-hayaa.ii bevafaa.ii be-yaqiinii be-hisii
kaise kaise KHanjaro.n kii dhaar duniyaa ho ga.ii
Mujahid Faraaz
Ghazal
mujhe pasand nahii.n be-hayaa.ii duniyaa kii
ko.ii sameT le aa kar tamiiz kaa yuu.n bharam
Shahana Shirin
Ghazal
libaas-e-jism to maujuud hai abhii tujh par
barahna honaa mirii jaan be-hayaa.ii nahii.n
Farhat Ehsas
Ghazal
vo chhe.Daa kartii hai mardo.n ko raah chalte me.n
KHudaa kisii ko na is darja be-hayaa.ii de