SEARCH RESULTS
Showing search results for "मदद-गार"
Ghazal MATCHES FOR "मदद-गार"
Ghazal
mazluum kaa hai kaun madad-gaar dekhnaa
hai kaun zaalimo.n kaa parastaar dekhnaa
Turab Akhtar Naqvi
Ghazal
luTne vaalo.n kaa madad-gaar nahii.n hai ko.ii
is qabiile kaa bhii sardaar nahii.n hai ko.ii
Jahanzeb Sahir
Ghazal
kyaa sitam hai ki madad-gaar samajh lete hai.n
sab tumhe.n meraa taraf-daar samajh lete hai.n
Wasim Nadir
Ghazal
laash kii tarah sar-e-aab huu.n mai.n aur 'shaahid'
Duubne vaale madad-gaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
allaah Gariibo.n kaa madad-gaar hai 'raanaa'
ham logo.n ke bachche kabhii sardii nahii.n khaate
Munawwar Rana
Ghazal
Manzoor Arif
Ghazal
duniyaa me.n ek teraa sahaaraa hai ai KHudaa
tanhaa huu.n ko.ii yaar-o-madad-gaar bhii nahii.n
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
binaa-e-raKHt binaa-e-safar tavakkul hai
madad na dast-e-madad-gaar ke musaafir hai.n
Tahir Adeem
Ghazal
apno.n se ba.Dh ke madad-gaar-o-mu.aavin jo the
dahr me.n aise bhii dekhe hai.n paraa.e mai.n ne
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
aagaah haqiiqat se na hotaa kabhuu 'aasim'
KHaadim kaa agar faiz madad-gaar na hotaa
Shah Aasim
Ghazal
tum hii bataa.o dost vafaadaar kaun hai
mushkil me.n aaj apnaa madad-gaar kaun hai
Subhan Anjum
Ghazal
naadaan dil ko zarf se KHaalii dimaaG ko
apnaa rafiiq apnaa madad-gaar mat bataa
Anwar Khan Anwar
Ghazal
sab mere dushmano.n ke madad-gaar ho ga.e
saare hii dosto.n kaa baraabar kaa shukriya
Kaifi Sanbhali
Ghazal
tuu kisii din kahii.n be-maut na maaraa jaa.e
tuu ne yaaro.n ko madad-gaar samajh rakkhaa hai
Haseeb Soz
Ghazal
qaid maz.hab kii na thii kal ke pa.Dosii dono.n
ek duuje ke madad-gaar hu.aa karte the