SEARCH RESULTS
Showing search results for "मर्सिया"
Ghazal MATCHES FOR "मर्सिया"
Ghazal
'vahshat' o 'sheftaa' ab marsiya kahve.n shaayad
mar gayaa 'Gaalib'-e-aashufta-navaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
karbalaa dasht-e-mohabbat ko banaa rakkhaa hai
kyaa Gazal-go.ii hai kyaa marsiya-KHvaanii merii
Aitbar Sajid
Ghazal
honii hai shahiid ek na ik roz tamannaa
mauquuf ho kyaa marsiya-KHvaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
mahfil me.n aaj marsiya-KHvaanii hii kyuu.n na ho
aa.nkho.n se bahne diijiye paanii hii kyuu.n na ho
Munawwar Rana
Ghazal
jaane kyaa kyaa zulm parinde dekh ke aate hai.n
shaam Dhale pe.Do.n par marsiya-KHvaanii hotii hai
Afzal Khan
Ghazal
phir 'aniis' mimber par marsiya pa.Dhe.n aa kar
karbalaa ye duniyaa hai har gha.Dii shahaadat hai
Nazim Naqvi
Ghazal
fazaa-e-zindagii kii zulmato.n ke marsiya-KHvaano
a.ndhero.n hii ke dam se imtiyaaz-e-nuur hotaa hai
Amir Usmani
Ghazal
ta.ng aa kar tirii yaado.n ko pare jhaTkaa hai
marsiya kaun pa.Dhe roz kii tanhaa.ii kaa
Azhar Nawaz
Ghazal
ham ne kab sher kahe ham se kahaa.n sher hu.e
marsiya ek faqat apnii sadii kaa likhkhaa
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
Mohsin Zaidi
Ghazal
giit mere jo pasand aate hai.n itne tum ko
inhii.n giito.n kii kabhii marsiya-KHvaanii sun.naa
Ameer Imam
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
marsiya-go kitne yaktaa-e-zamaana the yahaa.n
ko.ii to itno.n me.n hotaa nauha-KHvaan-e-lucknow
Nazm Tabatabai
Ghazal
rone jaataa huu.n mai.n apnii hasrato.n ke Dher par
be-kasii aa kar sikhaa de marsiya-KHvaanii mujhe
Muztar Khairabadi
Ghazal
Abrar Ahmad
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
ham pe jo guzrii hai bas us ko raqam karte hai.n
aap-biitii kaho yaa marsiya-KHvaanii kah lo