SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुज़्दा-ए-इशरत-ए-अंजाम"
Ghazal MATCHES FOR "मुज़्दा-ए-इशरत-ए-अंजाम"
Ghazal
maanaa maqaam-e-ishrat-e-hastii buland hai
mai.n dil ko kyaa karuu.n ki use naa-pasand hai
Mahirul Qadri
Ghazal
ta.Dap kalii kii hai ye ishrat-e-numuu ke liye
ki iztiraab hai irfaan ra.ng-o-buu ke liye
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
ibtidaa shauq kii hotii hai pur-ummiid aksar
us kaa anjaam buraa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ishrat-e-duniyaa-e-faanii kii kahaanii aur hai
yaad me.n terii jo guzre zindagaanii aur hai
Waliullah wali
Ghazal
ye zulmato.n ke parastaar kyaa KHabar hote
mirii navaa me.n ba-juz muzhda-e-sahar kyaa thaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
yuu.n to nashaat-e-kaar kii sarshaariyaa.n milii.n
anjaam-e-kaar kaa bhii rahaa Dar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Ishrat Zafar
Ghazal
Ishrat Jahangirpuri
Ghazal
kisii bhii tarh se mumkin kahaa.n hai ye 'ishrat'
ki ashk suiT kare.n KHush-KHisaal aa.nkho.n ko
Ishrat Sagheer
Ghazal
muskuraayaa hai tasavvur me.n ye 'ishrat' kaun aaj
har taraf bazm-e-tamannaa me.n diye jalne lage
Ishrat Jahangirpuri
Ghazal
ai KHoshaa azm-e-javaa.n zauq-e-safar josh-e-talab
haadse ba.Dh na sake apne qadam se aage
Ishrat Qadri
Ghazal
samundar apnaa saa mu.nh le ke rah ga.e 'ishrat'
kiyaa taraavash-e-shabnam ne be-karaa.n us ko
Ishrat Zafar
Ghazal
kis tarah jaa milaa hai saf-e-dushmanaa.n me.n vo
'ishrat' jo ek shaKHs hamaaraa bhii dost thaa
Ishrat Qadri
Ghazal
aa.egii lauT kar shab-e-ishrat na phir kabhii
ye lutf raat-bhar kaa hai vaqt-e-sahar kahaa.n
Ishrat Safipuri
Ghazal
Ishrat Zafar
Ghazal
kaifiyat shaaKH-e-nihaal-e-Gam kii 'ishrat' sub.h-o-shaam
aate-jaate mausamo.n ke qaafile likhte rahe
Ishrat Qadri
Ghazal
samt-e-safar badal degaa vo agle mo.D par
'ishrat' mujhe gumaa.n thaa na ko.ii qayaas thaa