SEARCH RESULTS
Showing search results for "यौम-ए-आज़ादी"
Ghazal MATCHES FOR "यौम-ए-आज़ादी"
Ghazal
aasmaano.n se zamiino.n pe javaab aa.egaa
ek din raat Dhale yaum-e-hisaab aa.egaa
Najeeb Ahmad
Ghazal
miraa yaqiin ki yaum-e-alast me.n 'kaashif'
kiyaa gayaa hame.n baaham yahii mohabbat hai
Kashif Rafiq
Ghazal
bajaa.e yaum-e-malaamat rakhaa hai jashn miraa
mire bhii dost mujhe kis qadar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
yaum-e-aaKHiir mirii aa.nkh me.n kab aa.egaa
tere ausaaf kal insaan se kab nikle.nge
Shakeel Azmi
Ghazal
kul yaum-e-hijr zard zamaano.n kaa yaum hai
shab bhar na jaag muft me.n aa.nkhe.n na laal kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
jhi.njho.Dte rahe ghabraa ke vo mujhe lekin
mai.n apnii niind se yaum-e-hisaab tak na uThaa
Asif Raza
Ghazal
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
naved-e-yaum-e-bahaaraa.n KHizaa.n se zaahir ho
misaal-e-saut-e-pareshaa.n fuGaa.n se zaahir ho
Ejaz Asif
Ghazal
mujh se ba.De ba.De the gunahgaar us jagah
be-kaar Dar rahaa thaa mai.n yaum-e-hisaab se