SEARCH RESULTS
Showing search results for "रंजिशों"
Ghazal MATCHES FOR "रंजिशों"
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
duuriyaa.n simaTne me.n der kuchh to lagtii hai
ranjisho.n ke miTne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ab to ba.Daa KHayaal terii ranjisho.n kaa hai
mahshar me.n dekh le.nge KHudaa kii KHudaa ke saath
Anwar Dehlvi
Ghazal
aasmaa.n vaalo.n se apnii ranjisho.n ko bhuulnaa
ruuh ke baazaar me.n niilaam ho jaane ke baad
Pranav Mishra Tejas
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Babar Ali Asad
Ghazal
Shama Zafar Mehdi
Ghazal
duniyaa kii ranjisho.n kii shikaayat kare.n to kyaa
KHud apne hii nasiib se ham duu-baduu rahe
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
be-vaj.h ranjisho.n se dilo.n ko bachaa.iye
zehno.n kaa bhed-bhaav labo.n par bhii aa.egaa
Zafar Kaleem
Ghazal
hamaarii ranjisho.n ne dil ke aa.ngan me.n
banaa rakkhii hai ik diivaar paanii par
Soumya Yadav
Ghazal
bhulaa detii huu.n aksar ranjisho.n ko
kahaa.n tujh se mai.n la.Dnaa jaantii huu.n
Shahida Majeed
Ghazal
ranjisho.n ke silsile yuu.nhii sadaa ba.Dhte nahii.n
tiisraa ko.ii to hai do bhaa.iyo.n ke darmiyaa.n