SEARCH RESULTS
Showing search results for "रवा-रवी"
Ghazal MATCHES FOR "रवा-रवी"
Ghazal
ravaa-ravii me.n gulo.n kii bahaar kyaa dekhe.n
chaman chaman hai KHizaa.n darkinaar kyaa dekhe.n
Jauhar Zahiri
Ghazal
kyaa kaarvaan-e-hastii guzraa ravaa-ravii me.n
fardaa ko mai.n ne dekhaa gard-o-Gubaar-e-dii me.n
Nazm Tabatabai
Ghazal
vufuur-e-shauq se milnaa ravaa-ravii se nahii.n
ki dil ko dil se mohabbat hai dil-lagii se nahii.n
Muhib Wafa
Ghazal
pahchaan bhii sakii na mirii zindagii mujhe
itnii ravaa-ravii me.n kahii.n saamnaa hu.aa
Khurshid Ahmad Jami
Ghazal
ravaa-ravii me.n lage aa.nkh kis tarah se 'naziir'
musaafiro.n ko kahaa.n aise iztiraab me.n KHvaab
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
saro.n pe taan ga.ii dhuup phir se tez hu.aa
ravaa-ravii me.n ka.ii saa.ebaa.n paka.Dte hu.e
Jawed Adil Sohavi
Ghazal
behtar yahii hai tum mire qadmo.n se khii.nch lo
varna ravaa-ravii me.n kuchal jaa.egii zamii.n
Salim Shuja Ansari
Ghazal
ravaa-ravii me.n hai har ek sohbat-e-yaaraa.n
mile.n sakuu.n se to qisse tire sunaa.e.n bhii
Kishwar Naheed
Ghazal
fareb-KHaana-e-duniyaa bhii dekhte chaliye
ravaa-ravii me.n tamaashaa bhii dekhte chaliye
Akhtar Usman
Ghazal
ravaa-ravii me.n jo KHaaka saa khi.nch gayaa thaa kabhii
use bhii motaqidaa.n shaah-kaar kahte hai.n
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
ravaa-ravii me.n utaare na aks bhii utraa
havaa ke gho.De par aa.e the kyaa savaar nisaar
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ravaa-ravii ne zindagii ko aa.ina dikhaa diyaa
magar Gazal se shoKHiyaa.n havaa u.Daa ke le ga.ii
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
ajiib rang saa chehro.n pe be-kasii kaa hai
chalo sambhal ke ye aalam ravaa-ravii kaa hai
Farooq Nazki
Ghazal
hai.n aastiino.n me.n KHanjar zaraa sa.nbhal ke miyaa.n
ravaa-ravii me.n na qaul-o-qaraar kar lenaa
Syed Ahmad Sahar
Ghazal
har-dam ravaa-ravii me.n hai ye tausan-e-habaab
har-vaqt apnaa paa.nv hai goyaa rikaab me.n