SEARCH RESULTS
Showing search results for "रोज़-ए-अज़ल"
Ghazal MATCHES FOR "रोज़-ए-अज़ल"
Ghazal
roz-e-azal se jaarii sazaa.o.n kaa silsila
phir bhii thamaa nahii.n hai KHataa.o.n kaa silsila
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
milaa thaa roz-e-azal zauq-e-kaamyaab mujhe
mirii nazar ne kiyaa KHud hii intiKHaab mujhe
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
agarche roz-e-azal bhii yahii a.ndheraa thaa
tirii jabii.n se nikaltaa hu.aa saveraa thaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
mujh ko mire nasiib ne roz-e-azal se kyaa diyaa
daulat-e-do-jahaa.n na dii ik dil-e-mubtalaa diyaa
Fani Badayuni
Ghazal
KHudaa se roz-e-azal kis ne iKHtilaaf kiyaa
vo aadmii to na thaa jis ne inhiraaf kiyaa
Syed Fakhruddiin Balley
Ghazal
roz-e-azal se vaaqif-e-asraar mai.n hii thaa
paakiizgii-e-nafs kaa me.aar mai.n hii thaa
Imtiyaz Nadeem
Ghazal
said huu.n roz-e-azal se aalam-e-asbaab kaa
aur vaa rakhtaa huu.n siine me.n dariicha KHvaab kaa
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
apnaa rahaa huu.n Gam ko ba.De ehtiraam se
roz-e-azal se ye mirii aadat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
roz-e-azal vo dard-e-musalsal ataa hu.aa
dil ko sukuun mil na sakaa umr bhar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
apnii naakaamii-e-taqdiir pe rone vaale
va.ada-e-roz-e-azal tuu ne kabhii yaad kiyaa
Mirza Ghulam Abbas Zahir Haidari
Ghazal
ne.amate.n jab hu.ii.n taqsiim sar-e-roz-e-azal
ek gulshan milaa ham ko bhii bayaabaa.n-suurat
Urooj Akhtar Zaidi
Ghazal
jaantaa huu.n avval-e-roz-e-azal se aaj tak
us ko mujh se hai mohabbat mujh ko us par naaz hai