SEARCH RESULTS
Showing search results for "लकीर"
Ghazal MATCHES FOR "लकीर"
Ghazal
bas ik lakiir khii.nch gayaa darmiyaan me.n
diivaar raaste me.n banaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
aur ek din khi.nchii hu.ii lakiir miT ga.ii
gumaa.n yaqii.n banaa yaqii.n gumaan ban gayaa
Umair Najmi
Ghazal
jagaa sake na tire lab lakiir aisii thii
hamaare baKHt kii rekhaa bhii 'miir' aisii thii
Parveen Shakir
Ghazal
zanjiir hai jaziira hai yaa shaaKH-e-be-samar
ab kaun sii lakiir salaamat hai haat kii
Parveen Shakir
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Musavvir Sabzwari
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
lakiir khii.nch ke rakhnaa tasallii kii KHaatir
ki apnii had se na yaksar tujhe ba.Dhaa miluu.ngaa
aabid umar
Ghazal
Iqbal Ashhar
Ghazal
aayaa huu.n vo zamiin o shajar Dhuu.nDtaa hu.aa
khii.nchii thii ik lakiir jahaa.n apne haath se
Sarvat Husain
Ghazal
baaqii rahii na phir vo sunahrii lakiir bhii
taaraa jo TuuT kar shab-e-KHaamosh me.n giraa
Qateel Shifai
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
lakiir nuur kii jo aasmaan-e-dil pe banii hai
a.ndherii raat kaa hamla hu.aa to Dhaal hu.ii hai