SEARCH RESULTS
Showing search results for "लिखिए"
Ghazal MATCHES FOR "लिखिए"
Ghazal
kahii.n haqiiqat-e-jaa.n-kaahii-e-maraz likhiye
kahii.n musiibat-e-naa-saazii-e-davaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
'maz.harii' fan kaa taqaazaa hai ki likhiye kuchh aur
ye Gazal koshish-e-naakaam hu.ii jaatii hai
Jameel Mazhari
Ghazal
jab ye aalam ho to likhiye lab-o-ruKHsaar pe KHaak
u.Dtii hai KHaana-e-dil ke dar-o-diivaar pe KHaak
Irfan Siddiqi
Ghazal
shauq se likhiye fasaanaa magar ik shart ke saath
is fasaane se miraa naam miTaate chaliye
Naushad Ali
Ghazal
na qasiida na Gazal aur na rubaa.ii likhiye
daur-e-maujuuda me.n kuchh dil kii tabaahii likhiye
Syeda Farhat
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
ruu-e-KHitaab hai kisii naazuk-mizaaj se
chehre pe haal likhiye nigaaho.n se boliye
Murtaza Barlas
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
aaj ke daur kaa itihaas bhii likhiye saahib
aap to bas hame.n guzraa hu.aa pal dete hai.n
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
naam KHvaabo.n kii saliibo.n pe na likhiye meraa
merii fitrat hai haqiiqat pe fidaa ho jaanaa
Javed Rasheed Amir
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
guzarte dau.Dte lamhe hisaab me.n likhiye
haqiiqato.n kii tamannaa bhii KHvaab me.n likhiye
Akmal Imaam
Ghazal
ab suKHan-var hii nahii.n KHud ko musavvir likhiye
shaa.erii ab fan-e-tashkiil tak aa pahu.nchii hai
Misdaque Azmi
Ghazal
likhiye to likhte rahiye kitaabe.n tamaam umr
vo tabsire hu.e hai.n mirii baat baat par
Mahshar Inayati
Ghazal
ham bhii lavaahiqiin hai.n marhuum ishq ke
likhiye hamaaraa naam bhii aazurdagaan me.n