SEARCH RESULTS
Showing search results for "लुत्फ़-ए-ख़लिश"
Ghazal MATCHES FOR "लुत्फ़-ए-ख़लिश"
Ghazal
phir lutf-e-KHalish dene lagii yaad kisii kii
phir bhuul ga.ii yaad ko be-daad kisii kii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
phir vahii lutf-e-KHalish ho vahii sozish dekhuu.n
kyaa bigaa.Degii miraa charKH kii gardish dekhuu.n
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
hai vaqt yaa shu.uur ye guzraa hai jo abhii
tum bhii 'KHalish' zabaan ajab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
nigaah-e-diida-e-ta.abiir ke havaale 'KHalish'
hai ye bayaaz alag intiKHaab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
kaasa hai is amiir kii qismat me.n ai 'KHalish'
jhuktaa nahii.n jo shaaKH-e-samar-daar kii tarah
Iqbal Khalish
Ghazal
zaat qurbat se hamesha hii munavvar chaahuu.n
kab kahaa us se KHalish raunaq-e-shab ban jaa.o
Shafiq Khalish
Ghazal
jaa.e.n na 'KHalish' le kar ham suu-e-adam hasrat
maqsuud ho un ko bhii diidaar to aa jaa.e.n
Shafiq Khalish
Ghazal
jo mere KHadsha-e-fardaa pe KHanda-zan hai.n 'KHalish'
mirii du.aa hai mile un ko aa ga.ii merii
Khalish Kalkatvi
Ghazal
talaash-e-KHizr me.n har shaKHs mubtalaa hai 'KHalish'
mujhe ye kaun bataa.e ki mai.n kidhar jaa.uu.n
Khalish Qadiri
Ghazal
mai.n dekhtaa huu.n har ik samt husn-e-zaat 'KHalish'
har aa.ina tirii suurat dikhaa rahaa hai mujhe
Khalish Rifai
Ghazal
mujhii se Gaib kaa aalam mujhii se husn-e-shuhuud
'KHalish' majaaz-o-haqiiqat kaa aa.ina huu.n mai.n
Khalish Rifai
Ghazal
go 'lutf'-e-KHufta-baKHt ke aa.o na KHvaab me.n
lekin tire KHayaal ko nit dil me.n raah hai
Mirza Ali Lutf
Ghazal
mad.hosh jis se saaraa zamaana hu.aa 'KHalish'
saaqii kahaa.n vo saaGar-e-naayaab le gayaa
Khalish Rifai
Ghazal
dar-e-mai-KHaana pe aasuuda-e-raahat huu.n 'KHalish'
KHatm ab mere liye gardish-e-haalaat hu.ii
Khalish Dehlvi
Ghazal
kitne haatho.n ne 'KHalish' kho.ii hai taaqat apnii
vaqt ke gesuu-e-KHamdaar tak aate aate