SEARCH RESULTS
Showing search results for "लोटने"
Ghazal MATCHES FOR "लोटने"
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
pahu.nchaa kisii ko sadma ki ham loTne lage
saare jahaa.n kaa dard hamaare jigar me.n hai
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
daaman pe loTne lage gir gir ke tifl-e-ashk
ro.e firaaq me.n to dil apnaa bahal gayaa
Amanat Lakhnavi
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
dil ko u.Daa ke le ga.ii maanind-e-buu-e-gul
kaa.nTo.n pe loTne kii sazaa de ga.ii sabaa
Sailani Sevte
Ghazal
ik shaaKH-e-ra.ng haat se mausam ke chhuT ga.ii
KHaalii badan rago.n me.n ko.ii loTne lagaa
Farooque Muztar
Ghazal
qadmo.n me.n loTne lagii daulat jahaan kii
is saada zindagii kaa maza ham se puuchhiye
Imtiyaz Nadeem
Ghazal
dil ke luTne kaa sabab puuchho na sab ke saamne
naam aa.egaa tumhaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
ham ne hii lauTne kaa iraada nahii.n kiyaa
us ne bhii bhuul jaane kaa va.ada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
tum lauTne me.n der na karnaa ki ye na ho
dil tiirgii me.n gher chuke aur diyaa jale
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ba.De vo aa.e dil o jaa.n ke luuTne vaale
nazar se chhe.D diyaa gudgudaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
loTte saik.Do.n naKHchiir hai.n kyaa yaad rahe
chiir do siine me.n dil ko ki pataa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
phir bhii na meraa qaafila luTne se bach sakaa
mai.n ne KHabar to rakkhii thii ek ek ghaat kii