SEARCH RESULTS
Showing search results for "शल"
Ghazal MATCHES FOR "शल"
Ghazal
ham dohrii aziyyat ke giraftaar musaafir
paa.nv bhii hai.n shal shauq-e-safar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
ham baguulo.n kii tarah KHaak-basar phirte hai.n
paa.nv shal ho.n to ye aashob-e-safar bhii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
shaam thii aur barg-o-gul shal the magar sabaa bhii thii
ek ajiib sukuut thaa ek ajab sadaa bhii thii
Jaun Eliya
Ghazal
husn kii dahshat ajab thii vasl kii shab me.n 'muniir'
haath jaise intihaa-e-shauq se shal ho gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
shal hu.e dast-e-talab bhuul ga.e harf-e-savaal
aaj ham hausla-e-ahl-e-karam dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
isii ne mujh ko qanaa'at kaa boriyaa baKHshaa
isii ke haath se dast-e-daraaz-e-tam’ hai shal
Ahmad Faraz
Ghazal
ghar ke diivaar-o-dar raah tak tak ke shal ho ga.e
ab na aa.egaa shaayad ko.ii so raho so raho
Nasir Kazmi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
KHumaar-e-shab me.n use mai.n salaam kar baiThaa
jo kaam karnaa thaa mujh ko vo kaam kar baiThaa
Muneer Niyazi
Ghazal
shal u.ngliyo.n se thaam rakhaa hai chaTaan ko
chhuuTaa jo haath se ye kinaaraa to mai.n gayaa