SEARCH RESULTS
Showing search results for "शहर-ए-ना-मुराद"
Ghazal MATCHES FOR "शहर-ए-ना-मुराद"
Ghazal
ai shahr-e-naa-muraad tujhe kuchh KHabar bhii hai
dariyaa dukho.n ke zahr kaa tujh ko Dubo.egaa
Parkash Fikri
Ghazal
nikal ke aa gayaa huu.n tere shahr-e-naa-muraad se
magar tiraa KHayaal zehn se nikal nahii.n rahaa
Ghalib Duraib
Ghazal
ye ishq-e-naa-muraad bhii kis gumrahii me.n hai
khi.Dkii me.n jo kabhii thaa vo chehra galii me.n hai
athar shakeel
Ghazal
azaab saa hai dil-e-naa-muraad par kab se
kha.Daa huu.n mai.n ravish-e-gard-baad par kab se
Qaisarul Jafri
Ghazal
Hasan Abidi
Ghazal
Rahman Khawar
Ghazal
dhyaan aa gayaa thaa marg-e-dil-e-naa-muraad kaa
milne ko mil gayaa hai sukuu.n bhii qaraar bhii
Ada Jafarey
Ghazal
buraa ho rang-e-ruKH-e-naa-muraad kaa 'aalii'
kisii kaa raaz kaleje me.n ham chhupaa na sake
Aali Gopalpuri
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mujhe bulaataa hai phir vahii shahr-e-naa-muraadii
ki aarzuu aablo.n me.n tasviir dekhtii hai
Kishwar Naheed
Ghazal
in KHud-numaa.iyo.n pe bhii mahruumiyaa.n 'ajab
ai chashm-e-naa-muraad ye teraa qusuur hai
Mohammad Saeed Razmi
Ghazal
palTii jo raaste hii se ai aah-e-naa-muraad
ye to bataa ki baab-e-asar kitnii duur thaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
us naKHl-e-naa-muraad se jo paat jha.D ga.e
andhii KHunuk havaa.o.n ke ab kaam aa.e.nge
Wazir Agha
Ghazal
jab KHema-e-KHayaal me.n tasviir hai vahii
vo dasht-e-naa-muraad vo aahuu kahaa.n gayaa
Akbar Masoom
Ghazal
dha.Dkan bhii munhasir hai mirii terii yaad par
chaltaa nahii.n hai zor dil-e-naa-muraad par
Syed Konain Haider Kazmi
Ghazal
'ajab thii.n falsafii-e-naa-muraad kii baate.n
yaqii.n ke saath mire dil me.n shak bhii Daal gayaa