SEARCH RESULTS
Showing search results for "संजीदा-गुफ़्तारी"
Ghazal MATCHES FOR "संजीदा-गुफ़्तारी"
Ghazal
buto.n kii sajda-guzaarii kaa Dhab na thaa ma.aluum
saliiqa ham ne ye siikhaa ba.De namaazii se
Safdar Mirzapuri
Ghazal
qadam na ho.n bhii to mahv-e-qiyaam rah jaa.uu.n
jabii.n na ho bhii to sajda-guzaarii rah jaa.e
Shahid Makuli
Ghazal
kariye kabhii to ko.ii sii guftaar saaf saaf
inkaar saaf saaf yaa iqraar saaf saaf
Ashok Singh
Ghazal
zindagii kyaa hai ik safar ke sivaa
ek dushvaar rahguzar ke sivaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
sahar-o-shaam me.n tanziim kahaa.n hotii hai
KHvaahish-e-sub.h kii tajsiim kahaa.n hotii hai
Sarwar Arman
Ghazal
kisii goshe me.n duniyaa ke makii.n hote hu.e bhii
vo mere saath rahtaa hai nahii.n hote hu.e bhii
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
musiibat aa.ii hai to phir musiibat se na ghabraanaa
diye kaa kaam hai aaKHir savere tak jale jaanaa
Anees Qalb
Ghazal
Tanweer Gauhar
Ghazal
tark-e-ta.alluqaat kaa va.ada nahii.n kiyaa
va.ada agar kiyaa use puuraa nahii.n kiyaa
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
guzishta kuchh dino.n se bekalii hai
kisii kii yaad ne haalat ye kii hai
Tasnim Abbas Quraishi
Ghazal
bayaan sun na sakaa jab ko.ii bayaa.n kii tarah
sunaayaa haal-e-dil-e-zaar daastaa.n kii tarah
Muneer Bhopali
Ghazal
tahriir hu.aa mai.n kabhii taqriir hu.aa mai.n
har sinf me.n ik shaKHs kii tafsiir hu.aa mai.n
Wasil Usmani
Ghazal
ham ne khulne na diyaa be-sar-o-saamaanii ko
kahaa.n le jaa.e.n magar shahr kii viiraanii ko
Obaidullah Aleem
Ghazal
shauq jab bhii bandagii kaa rahnumaa hotaa nahii.n
zindagii se zindagii kaa haq adaa hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
Gair puuchhe.n bhii to ham kyaa apnaa afsaana kahe.n
ab to ham vo hai.n jise apne bhii begaana kahe.n
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
merii izzat ba.Dh ga.ii ik paan me.n
farq kyaa aayaa tumhaarii shaan me.n