SEARCH RESULTS
Showing search results for "सर-ए-जाम"
Ghazal MATCHES FOR "सर-ए-जाम"
Ghazal
aaftaab aa.e chamak kar jo sar-e-jaam-e-sharaab
rind samjhe.n ki hai saadiq sahar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
dil-e-Gariib ko ghar kaa hu.aa na chain nasiib
ise to 'umr sar-e-rahguzaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
likhtaa bhii hai mujh ko sar-e-qirtaas-e-mohabbat
mazmuum jo lagtaa huu.n miTaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
tum apnii chhat pe sar-e-shaam yuu.n na aaya karo
tamaam raat sitaare machalte rahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
pa.Dii thii laash sar-e-raah be-his-o-harakat
jo dekhaa saamne jaa kar kafan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
mushtaaq to pahle bhii bahut the magar ab ke
majma.a hai sar-e-raahguzar aur tarah kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
haalat-e-qalb sar-e-bazm bataa.uu.n kyuu.nkar
parda-e-dil me.n hai ik parda-nashii.n kaa laalach
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Dhalegii raat to phailegaa nuur bhii is kaa
charaaG apnaa sar-e-shaam jhilmilaataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
baiThe hai.n rang ra.ng ujaale taraashne
rakh kar lahuu kii sham.a sar-e-rahguzaar log