SEARCH RESULTS
Showing search results for "सियाह-रात"
Ghazal MATCHES FOR "सियाह-रात"
Ghazal
siyaah raat se ham raushnii banaate hai.n
puraanii baat ko aksar na.ii banaate hai.n
Asad Badayuni
Ghazal
siyaah raat ko rangiin karne vaalo.n me.n
hamaare KHvaab bhii shaamil hai.n marne vaalo.n me.n
Ain Irfan
Ghazal
siyaah-raat ke siine pe jagmagaataa hu.aa
guzar gayaa hai ko.ii raushnii luTaataa hu.aa
Kamran Adil
Ghazal
siyaah-raat pashemaa.n hai ham-rakaabii se
vo raushnii hai tire Gam kii maahtaabii se
Ahmad Fakhir
Ghazal
siyaah raat kii sab aazmaa.ishe.n manzuur
kisii sahar ke ujaale kaa aasraa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
siyaah raat ke badan pe daaG ban ke rah ga.e
ham aaftaab the magar charaaG ban ke rah ga.e
Alam Khursheed
Ghazal
siyaah raat ke dariyaa ko paar karte chalo
bas ek duusre ko hoshiyaar karte chalo
Saurabh Shekhar
Ghazal
siyaah raat kii har dilkashii ko bhuul ga.e
diye jalaa ke hamii.n raushnii ko bhuul ga.e
Ahmad Zafar
Ghazal
mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaa
Gam kii siyaah raat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
sutuun-e-daar pe rakhte chalo saro.n ke charaaG
jahaa.n talak ye sitam kii siyaah raat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ham siyaah raat keii asiirii hai.n
shauq rakhte hai.n vo ujaalo.n kaa
Syed Saddam Gilani Murad
Ghazal
siyaah-raat kii taariikiyaa.n bajaa lekin
navelii sub.h ke manzar 'ajab suhaane hai.n
Mahendra Partap Chand
Ghazal
siyaah raat sitaare bujhaatii rahtii hai
ye meraa KHvaab-sitaara kahaa.n nikaltaa hai
Khursheed Akbar
Ghazal
hamaare shahr kaa manzar badalne vaalaa hai
siyaah raat me.n suuraj nikalne vaalaa hai
Khalid Nadeem Budauni
Ghazal
hamaare gird vahii aahanii salaaKHe.n hai.n
siyaah raat kaa kaTnaa to ek dhokaa thaa
Imtiyaz Saghar
Ghazal
ko.ii charaaG jahaa.n raushnii kaa zikr kare
siyaah raat kaa chehra vahii.n utar jaa.e