SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुरंग"
Ghazal MATCHES FOR "सुरंग"
Ghazal
nichlaa rahaa na soz-e-daruu.n intizaar me.n
is aag ne sura.ng lagaa dii mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
kisii Gariib kii barso.n kii aarzuu ho jaa.uu.n
mai.n is sura.ng se nikluu.n to aab-juu ho jaa.uu.n
Munawwar Rana
Ghazal
KHvaahish ke kaarobaar se bachnaa muhaal hai
utregaa tuu bhii saath mire is sura.ng me.n
Musavvir Sabzwari
Ghazal
rishte guzar rahe hai.n liye din me.n battiyaa.n
mai.n aadhunik sadii kii a.ndherii sura.ng huu.n
Suryabhanu Gupt
Ghazal
tirii talaash me.n lahro.n pe chal rahaa thaa mai.n
to paaniyo.n me.n achaanak surang hone lagii
Tanveer Ghazi
Ghazal
chalo sura.ng se pahle guzar ke dekhaa jaa.e
phir is pahaa.D ko kaa.ndho.n pe dhar ke dekhaa jaa.e
Ateequllah
Ghazal
vahaa.n khule me.n na uThtaa thaa aasmaan kaa bojh
yahaa.n surang banaataa huu.n qaid-KHaane me.n
Shariq Kaifi
Ghazal
bhaTak na jaa.e.n agar ham to kyaa kare.n 'KHaavar'
jamaal-e-yaar ke raste hai.n jab sura.ng bhare
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
umr se lambii ho ga.ii ye taariik sura.ng
duusrii or kaa ab to hame.n bhii ujaalaa de
Pritpal Singh Betab
Ghazal
is vaaste vo aa.nkho.n me.n halqa-ba-gosh hai.n
dil ke qariib jaatii hai aa.nkho.n se ik sura.ng
Masood Hassas
Ghazal
vo shaKHs to kisii andhii sura.ng jaisaa hai
aur us se zinda nikalne kaa raasta huu.n mai.n
Saleem Ansari
Ghazal
ye chaap, tiirgii, niiche ko jaa rahaa ziina
isii sura.ng ke andar vajuud meraa hai
Rafiq Sandelvi
Ghazal
suuraj ke ham-safar hai.n hamaarii uma.ng ye
aur saamne hamaare hai kaalii sura.ng ye
Naseem Sahar
Ghazal
surang-e-jism hai lambii so ehtiyaat barat
bhaTak na jaa.e kahii.n saa.ns ko na itnaa khii.nch
Subhash Pathak Ziya
Ghazal
chhato.n pe saaya-kunaa.n bel jal ga.ii hogii
sulag uThe hai.n kuchh is taur baam-o-dar mere
Wali Alam Shaheen
Ghazal
gire.ngii uThtii rahe.ngii diivaare.n aa.ngan kii
dilo.n ke biich KHalish kii agar surang na ho