SEARCH RESULTS
Showing search results for "सूरा-ए-यूसुफ़"
Ghazal MATCHES FOR "सूरा-ए-यूसुफ़"
Ghazal
kuchh aur gumaa.n dil me.n na guzre tire kaafir
dam is liye mai.n suura-e-yuusuf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aaj jii bhar ke tujhe dekhaa to mahsuus hu.aa
aa.nkh ne suura-e-yuusuf kii tilaavat kii hai
Anjum Saleemi
Ghazal
us pe tum suura-e-yuusuf ko agar dam kar do
phir zuleKHaa kabhii barham nahii.n hone vaalii
Mahwar Sirsivi
Ghazal
pataa nahii.n hai jo ishq-o-havas kaa farq tujhe
bataa.uu.n suura-e-yuusuf hai kis sipaare me.n
Asif Rasheed Asjad
Ghazal
naza.a me.n suura-e-yuusuf ko.ii lillaah pa.Dhe
dam bhii nikle to maruu.n sun ke mai.n afsaana-e-ishq
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
in dino.n hazrat-e-yuusuf kii vo naa-qadrii hai
nahii.n bu.Dhiyaa bhii KHariidaar burii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
bahr-e-KHudaa na chhe.Diye yuusuf kaa vaaqi.a
be-aabruu hu.aa na ko.ii is qadar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Waqas Yusuf
Ghazal
dekh ai chashm-e-zuleKHaa qadr apne pyaar kii
aaj phir yuusuf ke bhaa.ii hai.n KHariidaaro.n ke saath
Yusuf Zafar
Ghazal
'yuusuf' apne dard kii suurat-garii karte hu.e
KHud bhii lauh-e-KHaak par tasviir honaa hai mujhe
Yusuf Hasan
Ghazal
gunaah kyaa hai jo dil se aziiz rakhte hai.n
bane ho yuusuf-e-saanii to chaah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
tire siine se mire siine me.n aayaat utre.n
suura-e-kashf-o-karaamaat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
Ghazal
vo dhu.aa.n-dhaar sii zulfe.n hai.n nazar me.n har shab
vird ab sura-e-vallail-o-duKHaa.n kiijiyegaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
chaaro.n qul ik suura-e-fiil ik suura-e-kausar
us din ham ne yahii vaziifa dohraayaa thaa