SEARCH RESULTS
Showing search results for "सोज़-ए-जिगर"
Ghazal MATCHES FOR "सोज़-ए-जिगर"
Ghazal
dard-e-dil soz-e-jigar bhii rakhnaa
jis me.n saudaa ho vo sar bhii rakhnaa
Maqsood Ahmad Maqsood
Ghazal
soz-e-dil soz-e-jigar soz-e-alam paayaa hai
jo bhii paayaa hai tire 'ishq me.n kam paayaa hai
Paikar Jafari
Ghazal
ba.Dhaa hai soz-e-jigar ab madad ko aa.e ko.ii
Gazab kii aag lagii hai zaraa bujhaa.e ko.ii
Javed Lakhnvi
Ghazal
tishnagii dard thakan soz-e-jigar rakhtaa hai
ik musaafir ka.ii sauGaat-e-safar rakhtaa hai
Mehdi Baqar Khan Meraj
Ghazal
raah-e-sitam me.n soz-e-jigar kaise chho.D de.n
lambaa safar hai zaad-e-safar kaise chho.D de.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
soz-e-jigar kaa haal kisii par ayaa.n na ho
jaltaa rahuu.n us aag me.n lekin dhu.aa.n na ho
Qazi Jalal Haripuri
Ghazal
ye qatra-e-shabnam nahii.n ai soz-e-jigar aaj
Duubii hu.ii aa.e hai pasiino.n me.n sahar aaj
Raj Bahadur Saxena Auj
Ghazal
kyaa meraa bas hai zabt jo soz-e-jigar na ho
o sard-mehr aag mirii baat par na ho
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
dard-e-dil kaif-e-alam soz-e-jigar se pahle
zindagii kuchh bhii na thii terii nazar se pahle
Azmat Abdul Qayyum Khan
Ghazal
dil ko bhii ab jalaa na de soz-e-jigar kahii.n
barbaad ho na jaa.e miraa ye bhii ghar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ashko.n se kabhii soz-e-jigar kam nahii.n hotaa
ye aag to paanii se bujhaa.ii nahii.n jaatii
Jigar Jalandhari
Ghazal
na kam ho kaash ye soz-e-jigar qayaamat tak
ki ishq soz-e-jigar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
us ne ik aur daaG-e-jigar de diyaa 'sabaa'
jab e'tibaar-e-soz-e-jigar KHatm ho chalaa
Saba Naqvi
Ghazal
zamaana naGma-pairaa.ii kaa jab aa.egaa aa.egaa
abhii to shiddat-e-soz-e-jigar kuchh aur kahtii hai
Yaqoob Usmani
Ghazal
Gham Bijnori
Ghazal
soz fariyaad me.n aa.e to kahaa.n se aa.e
tapish-e-soz-e-jigar ho to Gazal hotii hai
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
marg-e-'jigar' pe kyuu.n tirii aa.nkhe.n hai.n ashk-rez
ik saaneha sahii magar itnaa aham nahii.n