SEARCH RESULTS
Showing search results for "हश्र-ओ-नश्र"
Ghazal MATCHES FOR "हश्र-ओ-नश्र"
Ghazal
agar ye hai tire daaman kii hashr-o-nashr miyaa.n
zamii.n pe KHaak hamaaraa Gubaar Thahregaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
barpaa hai hashr-o-nashr jo raftaar-e-yaar se
ye kaun saa chalan hai qayaamat agar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
na hashr-o-nashr kaa qaa.il na kesh o millat kaa
KHudaa ke vaaste aise kii phir qasam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Aiman Amritsari
Ghazal
qaa.il-e-hashr-o-qayaamat to sabhii hai.n lekin
tere va.ade kaa yaqii.n kis ko hu.aa hai ai dost
Afqar Mohani
Ghazal
saKHtii-e-hashr-o-qayaamat mujhe vaa.iz tasliim
aur jo vaa.n bhii na javaab-e-Gam-e-jaanaa.n niklaa
Afqar Mohani
Ghazal
huduud-e-arsh-o-azal marhalaat-e-hashr-o-abad
hai.n sab ye silsila-e-sharh-e-daastaan-e-majaaz
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
duniyaa-e-ra.ng-o-nuur bahut be-karaa.n sahii
pesh-e-nazar jo tuu hai to phir kyaa dikhaa.ii de
Jameel Yusuf
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
khulaa har manzar-e-fikr-o-nazar aahista aahista
chhaTaa aaKHir Gubaar-e-rahguzar aahista aahista
Iqbal Anjum
Ghazal
har dil o nazar me.n ho ik nikhaar saa paidaa
bad-gumaan zehno.n tak nemat-e-yaqii.n pahu.nche
Ikram Mujeeb
Ghazal
Amardeep Singh
Ghazal
sehn-e-chaman me.n apne 'nazar' thii ajab bahaar
thaa daur-e-abr-o-baad abhii kal kii baat hai
Nazar Barni
Ghazal
le gayaa hamraah apne vo makaa.n aur baam-o-dar
hai nazar sab kuchh magar ik be-makaanii de gayaa
Nazar Kanpuri
Ghazal
bikhre hai.n zindagii ke kuchh is tarah taar-o-puud
har zarra apne-aap me.n mahshar-numaa hu.aa
Qayyum Nazar
Ghazal
ban ke ik misra-e-namnaak nazar tak pahu.nchaa
maujzan ishq miraa arsh-o-qamar tak pahu.nchaa