SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिन्दू"
Ghazal MATCHES FOR "हिन्दू"
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hinduu bhii sukuu.n se hai musalmaa.n bhii sukuu.n se
insaan pareshaan yahaa.n bhii hai vahaa.n bhii
Nida Fazli
Ghazal
ko.ii hinduu ko.ii muslim ko.ii iisaa.ii hai
sab ne insaan na ban.ne kii qasam khaa.ii hai
Nida Fazli
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
hinduu ko hinduu musalmaan ko likkhuu.n muslim
kabhii in dono.n ko ik saath na likhne paa.uu.n
Rajesh Reddy
Ghazal
hinduu hai.n but-parast musalmaa.n KHudaa-parast
puujuu.n mai.n us kisii ko jo ho aashnaa-parast
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
hinduu miltaa hai musalmaan bhii iisaa.ii bhii
lekin is daur me.n insaan to miltaa hii nahii.n
Sharib Mauranwi
Ghazal
ko.ii ishvar kahe us ko ki KHudaa ko.ii kahe
vo musalmaa.n kii tarah hai na vo hinduu kii tarah
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
us ko thii kashmakash-e-dair-o-haram se nafrat
us saa hinduu na ko.ii us saa musalmaa.n yaaro
Habib Jalib
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Aadarsh Dubey
Ghazal
baazaar se guzre hai vo be-parda ki us ko
hinduu kaa na KHatra na musalmaan kaa Dar hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Urmilesh
Ghazal
mai.n ne dekhaa nahii.n hinduu yaa musalmaan ho tum
haa.n faqat itnaa hai dekhaa ki ik insaan ho tum