SEARCH RESULTS
Showing search results for ".agro"
Ghazal MATCHES FOR ".agro"
Ghazal
bhii.D baazaar-e-samaa'at me.n hai naGmo.n kii bahut
jis se tum saamne ubhro vo sadaa do ham ko
Ehsan Danish
Ghazal
soz-e-dil apnaa us ko kyaa 'mus.hafii' sunaave.n
aago hii vo phire hai kaano.n se shaal baa.ndhe
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ugaa.o duur tak ai dosto.n fasle.n mohabbat kii
mohabbat jis jagah hotii nahii.n la.anat barastii hai
Qamar Anjum
Ghazal
hazaar saal to rahtaa nahii.n ubuurii daur
fasaad KHuub ugaa.o ki raushnii kam hai
Shaad Aarfi
Ghazal
dha.Dkano tez chalo Duubtii nabzo ubhro
aaj vo bujhte charaaGo.n kii sahar dekhe.nge
Charkh Chinioti
Ghazal
Garq ho kar rol lo motii KHud apne vaaste
Duub kar ubhro to auro.n ke liye saahil bano
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Kausar Jayasi
Ghazal
Fayyaz tahseen
Ghazal
Iqbal Mateen
Ghazal
sulagtii ret ho neza ho aag-o-dariyaa ho
hai.n merii qaum me.n chaaro.n pe chalne vaale log
Anas Nabeel
Ghazal
ugaa.o dard kii fasle.n ki zindagii jaage
lahuu kii fasl ugaate hu.e zamaana hu.aa
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
ham-safar merii bhii ik mumtaaz hai jis ke tufail
aagre ke taaj saa hai mere kaashaane kaa rang
Sardar Panchhi
Ghazal
'naved' KHvaab ugaa.o na in jaziiro.n me.n
ki dhuup chhaa.nv kaa aalam rahaa hai aa.nkho.n me.n
Aliuddeen Naved
Ghazal
ik baaG to lagaa.o zaraa shahr-e-zehn me.n
kuchh phuul phal ugaa.o zaraa shahr-e-zehn me.n
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
aa.nkho.n me.n aarzuu ke jalaate raho charaaG
taariikiyo.n se nuur ugaa.o magar chalo
Qaisar Qalandar
Ghazal
ham aago hii samjhe the tum ghar ko sudhaaroge
juu.n sub.h gajar baajaa maathaa vahii.n Thankaa thaa
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
na aur aag kii fasle.n ugaa.o dhartii par
samundaro.n ke Gulaamo ab aa.o dhartii par