SEARCH RESULTS
Showing search results for ".bqhl"
Ghazal MATCHES FOR ".bqhl"
Ghazal
shaayad kisii ne buKHl-e-zamii.n par kiyaa hai tanz
gahre samundaro.n se jaziire nikaal kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
umr bhar buKHl kaa ehsaas rulaa.egaa tumhe.n
mai.n to saa.il huu.n du.aa de ke chalaa jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
buKHl se mansuub karte hai.n zamaane ko sadaa
gar kabhii taufiiq-e-iisaar o ataa paate hai.n ham
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
rind buKHl-e-saaqii par kis qadar the kal barham
mai-kada hai aaj apnaa aur ta.ng daamaa.n hai
Zia Fatehabadi
Ghazal
kisii kii aa.nkh me.n aa.nsuu bhii ab nahii.n aate
ye buKHl vo bhii faqat buu.nd bhar lahuu ke liye
Talib Dehlavi
Ghazal
jo buKHl se kiyaa hai ikaTThaa tamaam umr
teraa nahii.n hai vo tire beTo.n kaa maal hai
Hafeez Shahid
Ghazal
jo be-talab mujhe baKHshaa thaa maa.ngne pe bhii de
kariim buKHl ye kaisaa hai lutf-e-aam ke baa'd
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
buKHl se kaam na luu.ngaa mai.n saraahuu.ngaa use
ko.ii chehra tire maanind trahdaar to ho
Ahsan Rizwi
Ghazal
Guftar Khayali
Ghazal
aasmaa.n par ta.an-e-buKHl ahl-e-zamii.n ko hai abas
paanii paanii ho gayaa jab daana daana ho chukaa