SEARCH RESULTS
Showing search results for ".bqhl"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".bqhl"
Ghazal
shaayad kisii ne buKHl-e-zamii.n par kiyaa hai tanz
gahre samundaro.n se jaziire nikaal kar
Mohsin Naqvi
Nazm
hubb-e-watan
kaam ka.ndle kaa jis ko hai ma.aluum
hai zamaane me.n us kii buKHl kii dhuum
Altaf Hussain Hali
Ghazal
umr bhar buKHl kaa ehsaas rulaa.egaa tumhe.n
mai.n to saa.il huu.n du.aa de ke chalaa jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Qita
buKHl hai ahl-e-vatan se jo vafaa me.n tum ko
kyaa buzurgo.n kii vo sab juud-o-ataa bhuul ga.e
Akbar Allahabadi
Ghazal
buKHl se mansuub karte hai.n zamaane ko sadaa
gar kabhii taufiiq-e-iisaar o ataa paate hai.n ham
Altaf Hussain Hali
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".bqhl"
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
rind buKHl-e-saaqii par kis qadar the kal barham
mai-kada hai aaj apnaa aur ta.ng daamaa.n hai
Zia Fatehabadi
Ghazal
kisii kii aa.nkh me.n aa.nsuu bhii ab nahii.n aate
ye buKHl vo bhii faqat buu.nd bhar lahuu ke liye
Talib Dehlavi
Ghazal
jo buKHl se kiyaa hai ikaTThaa tamaam umr
teraa nahii.n hai vo tire beTo.n kaa maal hai
Hafeez Shahid
Nazm
ye tamasha-e-gah-e-alam kya hai
be-sabab buKHl faraavaa.n-baKHshii
qaht aalaam masaa.ib ke pahaa.D
Tasadduq Husain Khalid
Ghazal
jo be-talab mujhe baKHshaa thaa maa.ngne pe bhii de
kariim buKHl ye kaisaa hai lutf-e-aam ke baa'd



