SEARCH RESULTS
Showing search results for ".dozd"
Ghazal MATCHES FOR ".dozd"
Ghazal
raushnii Dhuu.nD ke laanaa ko.ii mushkil to na thaa
lekin is dau.D me.n har shaKHs ko jalte dekhaa
Azm Bahzad
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
'firaaq' dau.D ga.ii ruuh sii zamaane me.n
kahaa.n kaa dard bharaa thaa mire fasaane me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
dau.D kar dast-e-du.aa saath du.aa ke jaate
haa.e paidaa na hu.e paa.nv mire haatho.n me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
KHabar-daar haatho.n se jaane na paa.e.n
ye duzd-e-hinaa maal maare hu.e hai.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
ik musalsal dau.D me.n hai.n manzile.n aur faasle
pe.D to apnii jagah hai.n raasta apnii jagah
Iftikhar Imam Siddiqi
Ghazal
Anand Bakhshi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
KHushbuu to muddato.n kii zamii.n-doz ho chukii
ab sirf pattiyo.n ko havaa me.n uchhaaliye
Qateel Shifai
Ghazal
jis se shajar-hajar me.n ik ruuh dau.D jaa.e
vo saaz-e-sarmadii mai.n Gazlo.n me.n chhe.Dtaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ajiib sii dau.D me.n sab aise lage hu.e the
makaa.n makiino.n ko Dhuu.nDhtaa thaa vabaa se pahle