SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ebro"
Ghazal MATCHES FOR ".ebro"
Ghazal
hai apnii kisht-e-viiraa.n sarsabz is yaqii.n se
aa.e.nge is taraf bhii ik roz abr-o-baaraa.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
silk us kii nazm kaa kyuu.nkar na hove qiimtii
'aabruu' kaa sher jo dekhaa so marvaariid hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
ye abr-o-kisht kii duniyaa me.n kaise mumkin hai
ki umr-bhar kii vafaa kaa ko.ii sila hii na ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tapte sahraa.o.n pe garjaa sar-e-dariyaa barsaa
thii talab kis ko magar abr kahaa.n jaa barsaa
Ahmad Faraz
Ghazal
vo mere saamne malbuus kyaa badalne lagaa
nigaar KHaana-e-abr-o-havaa badalne lagaa
Sarvat Husain
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
tuufaan-e-abr-o-baad nihaa.n saahilo.n pe hai
dariyaa kii KHaamushii me.n Dubone kaa rang hai
Muneer Niyazi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
talKHi-e-kaam-o-dahan kii aabyaarii ke liye
daavat-e-shiiraaz-e-abr-o-baad kar lete hai.n ham
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
taa.iro abr-o-havaa bhii hai.n isii uljhan me.n
kaise do ho.nTo.n ne ik baaG hai dahkaayaa hu.aa
Aamir Suhail
Ghazal
iKHlaas me.n kataa hai tumhe.n 'aabruu' abhii
aa.e na tum shitaab to tum sii.n la.De.nge ham
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ban me.n sargoshii hu.ii aasaar-e-abr-o-baad se
band-e-Gam se jaise ik ashjaar kaa lashkar khulaa
Muneer Niyazi
Ghazal
aashiq bipat ke maare rote hu.e jidhar jaa.n
paanii sii.n us taraf kii raahe.n tamaam bhar jaa.n
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
'uryaa.n hu.aa hai maah shab-e-abr-o-baad me.n
jaise safed raushnii Gaaro.n ke saath saath