SEARCH RESULTS
Showing search results for ".esuf"
Ghazal MATCHES FOR ".esuf"
Ghazal
ye hijrato.n kaa zamaanaa bhii kyaa zamaanaa hai
unhii.n se duur hai.n jin ke liye kamaanaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
laguu.ngaa KHush magar naaraaz huu.n mai.n
zamaane kaa nayaa andaaz huu.n mai.n
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Asifud Daula
Ghazal
suno tum apnii jo teG-e-nigaah ke ausaaf
jo tum ko sun.naa ho us shoKH-e-dil-sitaa.n se suno
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
'aasif' KHudaa ke vaaste mat de buto.n ko dil
ye vo hai.n jin ke qaul kaa kyaa e'tibaar hai
Asifud Daula
Ghazal
ishq me.n un kii tarah shaad nahii.n ho saktaa
ab ko.ii 'qais' yaa 'farhaad' nahii.n ho saktaa
Syed Sarosh Asif
Ghazal
tab sun ke shoKH dilkash jhu.njhlaa ke kahne laagaa
kyaa vaz.a merii 'aasif' tuu jaantaa nahii.n hai
Asifud Daula
Ghazal
chaa.nd ko dekh ke jugnuu ne farmaayaa hai
sub.h kaa bhuulaa shaam ko lauT ke aayaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
na puuchho kaise himmat kar rahe hai.n
jo ham phir se mohabbat kar rahe hai.n
Syed Sarosh Asif
Ghazal
ye alag baat ki takliif ba.Dhaa detaa hai
aa.ina mujh ko magar mujh se milaa detaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Da.nk chaahe ko.ii maare ko.ii chaahe Das le
zahr se zahr ko 'aasif' kabhii maaraa na karo
Iqbal Asif
Ghazal
un ko sab lagte hai.n chehre KHuubsuurat
jin ke lagte hai.n nazariye KHuubsuurat
Asif Aman Saifi
Ghazal
Sardar Asif
Ghazal
mai.n ne dariyaa ko nekiyaa.n dii.n hai.n
us ne badle me.n machhliyaa.n dii.n hai.n