SEARCH RESULTS
Showing search results for ".fkqx"
Ghazal MATCHES FOR ".fkqx"
Ghazal
is se tire makaan kaa manzar hai bad-numaa
chingaarii mere phuus ke chhappar me.n Daal de
Kaif Bhopali
Ghazal
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
buto KHudaa ne kahaa fis-samaa-e-rizqokum aap
milaa hai mujh ko ye haft aasiyaa se daana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
dhuup me.n saaya mile bhii to kahaa.n se 'saadiq'
jal ga.e phuus ke chhappar ko banaate hu.e log
Ahtamam Sadiq
Ghazal
vaqt to phuus pe rakh detaa hai ik chingaarii
aur baaqii jo bache kaam havaa kartii hai
Noorul Hasan Noor
Ghazal
KHud kaa ghar phuus kaa hai yaad nahii.n thaa shaayad
ghar me.n ham-saayo.n ke vo aag lagaate aa.e
Munib Muzaffarpuri
Ghazal
KHud kaa ghar phuus kaa hai yaad nahii.n thaa shaayad
ghar me.n ham-saayo.n ke vo aag lagaate aa.e
Munib Muzaffarpuri
Ghazal
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
mahlo.n kii fikr chho.D ki barsaat hai qariib
aa.ndhii se apnaa phuus kaa chhappar bachaa ke rakh
Anwar Kamal Anwar
Ghazal
Ahmad Jahangir
Ghazal
Alimuddin Aleem
Ghazal
ziinat-e-shahr hai.n 'mumtaaz' ye uu.nche aivaan
ham kahaa.n jaa.e.n bhalaa phuus kaa chhappar le kar
Mumtaz Ahmad Mumtaz
Ghazal
bachcho.n kii fees maa.n ki davaa.o.n kaa farz bhii
itnii sii ik kamaa.ii me.n kyaa kyaa kare.nge ham
Ali Asar Bandvi
Ghazal
Syed Tayyab Wasti
Ghazal
fees bharne ke liye jeb me.n paise bhii na the
jin dino.n 'miir' kaa diivaan KHariidaa ham ne
Ajmal Siraj
Ghazal
havas ke liye hai.n ye aivaan tho.De
qanaa.at ko ik phuus kaa ghar bahut hai