SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kdes"
Ghazal MATCHES FOR ".kdes"
Ghazal
paataa huu.n us se daad kuchh apne kalaam kii
ruuhul-qudus agarche miraa ham-zabaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ruuhul-qudus kii tujh ko qasam aur masiih kii
mariyam ke tujh ko iffat-e-daamaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kyaa KHaandaa.n kaa apne tujh se kahe.n taqaddus
ruuhul-qudus ik adnaa darbaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
sameT rakkhe hai.n ruuhul-qudus ne par apne
pahu.nch rahii hai kahaa.n tak is iztiraab kii aa.nch
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kaa'ba o quds me.n ghar kyaa ye bhii
ik adaa hai mire harjaa.ii kii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
tasviir-e-zulf-o-aariz-e-gulfaam le gayaa
murGaan-e-quds ke liye gul-daam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ruuh-e-'naasiKH' hai usii kii ruuh-e-aqdas par nisaar
baarhaa jis ke liye ruuhul-qudus naazil hu.aa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
KHalvat-e-quds kii be-parda tajallii ko na puuchh
shauq-e-nazzaara me.n sirf aa.nkh kaa parda dekhaa
Auj lakhnavi
Ghazal
buu.Dhii dhartii aisii naarii jis ke sau sau ruup
us ke kes me.n pha.ns jaate hai.n kaise kaise ghaag
Pasha Rahman
Ghazal
puut kii saa.Dii gulaabii aaftaabii jism par
laT gu.ndhii choTii ribbon shaano.n pe sa.nvre kes bhii
Nasir Shahzad
Ghazal
Shahnawaz Ansari
Ghazal
Urooj Qadri
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
hariim-e-quds me.n pahu.nchaa.egii shahaadat KHud
ki merii ruuh ko taahir mire lahuu ne kiyaa
Betab Azimabadi
Ghazal
Shifa Gwaliari
Ghazal
vo farsh-e-KHaak aur kahaa.n ye maqaam-e-quds
laa.e mujhe kahaa.n se mire baal-o-par kahaa.n