SEARCH RESULTS
Showing search results for ".luob"
Ghazal MATCHES FOR ".luob"
Ghazal
chaa.e me.n mat milaa.iye shakar ki hai zarar-risaa.n
shaamil miThaas vaaste apnaa lu.aab kiijiye
Qamar Aasi
Ghazal
apnii to fahm me.n vahii ha.ngaam ai 'naziir'
majmuu.a-e-hayaat kaa lubb-e-lubaab thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mire sivaa bhii ka.ii aur mo.D the lekin
tire fasaane kaa lubb-e-lubaab mai.n hii thaa
Shakeel Azmi
Ghazal
mujhe pata hai kahaanii kaa iKHtitaam hai kyaa
taviil baat kaa lubb-e-lubaab sannaaTaa
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
is kahaanii kaa hai 'raKHshanda' yahii lubb-e-lubaab
pahle izzat ho to phir baa'd me.n chaahaa jaa.e
Rakhshanda Naved
Ghazal
naqaab chehre pe baate.n lu.aab-daar kare
vo rahnumaa hai siyaasat kaa kaarobaar kare
Dinesh Kumar
Ghazal
suluuk-e-ishq me.n be-faiz hai.n vo lab jin se
husuul-e-lazza-e-shiiriinii-e-lu.aab na ho
Muhiuddin Gulfam
Ghazal
Kunwar Ejaz Raja
Ghazal
tirii jafaa.o.n kaa lubb-e-lubaab likkhaa hai
jo mere chehre pe dil ne hisaab likkhaa hai
Parvez Anjum
Ghazal
chaaTaa hai ek 'umr lu.aab-e-zabaan-e-teG
zaKHmo.n ke muddato.n me.n hu.e hai.n dahan durust
Naseem Dehlvi
Ghazal
mutaale.a ho maqaale kaa hai ye haq 'jaaved'
mile na vaqt to lubb-e-lubaab pa.Dh Daale.n
Javed Jamil
Ghazal
hazaar Dhuu.nD lo tiryaak zahr-e-Gam ke liye
mire rasuul ke jaisaa ko.ii lu.aab nahii.n
Saeedullah Shad
Ghazal
kaisaa javaab chaahiye min-jaanib-e-dilaa.n
lubb-e-lubaab jab ki kuchal kar diyaa gayaa
Abdullah Saqib
Ghazal
buu aur maza vo hai tire mu.nh ke lu.aab me.n
goyaa ghulaa hai qand-e-mukarrar gulaab me.n