SEARCH RESULTS
Showing search results for ".stag"
Ghazal MATCHES FOR ".stag"
Ghazal
Gaur se dekhte hai.n tauf ko aahu-e-haram
kyaa kahe.n us ke sag-e-kuucha ke qurbaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
humaa hai.n gird mirii haDDiyo.n ke aaTh pahr
sag aa ke kahte hai.n ummiid-vaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
sag-e-aavaara ke maanind mohabbat ke faqiir
dar-ba-dar hote rahe shahr-badar hone tak
Rehman Faris
Ghazal
shikam kii aag liye phir rahii hai shahr-ba-shahr
sag-e-zamaana hai.n ham kyaa hamaarii hijrat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
le ke faqiirii aas lagaa.ii duniyaa se
'baaqar' pyaare tuu bhii sag-e-duniyaa niklaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
jo sotii bhii.D baa.is-e-GauGaa jagaa.e phir
darvaaza ghar kaa us sag-e-duniyaa pe bhe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
KHushbuu hai ik fazaa.o.n me.n phailii hu.ii jise
pahchaante hai.n sirf sag-e-yaar aur mai.n
Zulfiqar Aadil
Ghazal
aa.ii jab stage par duniyaa to dil KHush ho gayaa
jab uThaa anjaam kaa parda to nafrat ho ga.ii
Josh Malihabadi
Ghazal
kyaa shauq thaa jo yaad sag-e-yaar ne kiyaa
har ustuKHaa.n ta.Dap ke badan se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
mujh se vo sag bhii hai afzal jise izzat ho nasiib
aastaan-e-haram-e-yaar pe darbaanii kii
Hasrat Mohani
Ghazal
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Sultan Akhtar
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
mehmaan idhar humaa hai udhar hai sag-e-habiib
ik musht ustuKHaa.n hai kise duu.n kise na duu.n