SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tiwr"
Ghazal MATCHES FOR ".tiwr"
Ghazal
naa-tavaanii kaa buraa ho ham udhar ko jo chale
tivr aa aa ga.e gir gir pa.De jaayaa na gayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ko.ii mere dil se puuchhe tire tiir-e-niim-kash ko
ye KHalish kahaa.n se hotii jo jigar ke paar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
nahii.n paa.egaa nishaa.n ko.ii hamaaraa hargiz
ham jahaa.n se ravish-e-tiir-e-nazar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
nafrato.n ke tiir khaa kar dosto.n ke shahr me.n
ham ne kis kis ko pukaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
miraa dushman sunaa hai kal se bhuukaa la.D rahaa hai
ye pahlaa tiir us ko naashte me.n jaa lagegaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
abruu se hai kyaa us nigah-e-naaz ko paivand
hai tiir muqarrar magar is kii hai kamaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
tirchhe tirchhe tiir nazar ke lagte hai.n
siidhaa siidhaa dil pe nishaanaa lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
ab aayaa tiir chalaane kaa fan to kyaa aayaa
hamaare haath me.n KHaalii kamaan baaqii hai
Javed Akhtar
Ghazal
in dino.n aap kaa aalam bhii ajab aalam hai
tiir khaayaa hu.aa jaise ko.ii aahuu aa.e
Bashir Badr
Ghazal
dushmano.n ke saath mere dost bhii aazaad hai.n
dekhnaa hai khii.nchtaa hai mujh pe pahlaa tiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ham the marne ko kha.De paas na aayaa na sahii
aaKHir us shoKH ke tarkash me.n ko.ii tiir bhii thaa